Arijit Singh: Main Dhoondne Ko Zamaane Mein ( Lyrics) | Heartless |
![]() |
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics from Heartless: The song is from Shekhar Suman's film Heartless, it's sung by Arijit Singh and composed by Gaurav Dagaonkar while lyrics are penned by Arafat Mehmood.
Song Details : Singer: Arijit Singh Album: Heartless Lyricist: Arafat Mehmood Music: Gaurav Dagaonkar Cast: Adhyayan Summan, Ariana Ayam Language: Hindi Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics | Heartless | Arijit Singh | Arafat, Gaurav | Adhyayan, Arianal Song Lyrics: Aa ha aa ha aa ha aa Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikla Pata chala ke ghalat leke main pata nikla Pata chala ke ghalat leke main pata nikla Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikla Aa aa ha aa ha aa ha aa Jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi Dastake khushiyon ne di thi Mit gayi thi har kami Kyun bewajah di yeh saza Kyun khwaab de ke woh le gaya Jiye jo hum lage sitam Azaab aise woh de gaya Main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla Main dhundne ko uske dil mein jo khuda nikla Pata chala ke ghalat leke main pata nikla Pata chala ke galat leke main pata nikla Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikla Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa Aa ha aa aa ha aa ha aa Dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafa Hai subah naraz us bin ruthi shaame din khafa Woh aaye na Le jaye na Haan uski yaade jo yaha Na raasta Na kuchh pata Main usko dhundhunga ab kaha Main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla Main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla Pata chala ke ghalat leke main pata nikla Pata chala ke ghalat leke main pata nikla Main dhundne ko zamane mein jab wafa nikla Main dhundne ko zamane me Jab wafa nikla aa Aa o aa woah hey aye ayee ye Tags : main dhoondne ko zamaane mein, main dhoondne ko zamaane mein song, heartless movie songs, arijit singh songs, arjit singh mtv unplugged, arijit singh new songs, heartless hindi movie songs, new hindi movies, romantic songs, bollywood latest songs, new romantic songs, arijit singh, tum hi ho song, heartless movie trailer, bollywood latest trailers, tseries, listen songs online, download free, hindi songs 2013, movies 2014, pata chala ke galat leke mein pata nikla #SoulfulArijitSingh #MainDhundneKoZamaneMein #ArijitSingh |