Jaan Nisaar Female full audio song Kedarnath - Asees Kaur bollywood songs |
|
Song: Jaan ‘Nisaar
Singer: Asees Kaur Music: Amit Trivedi Lyrics: Amitabh Bhattacharya Music Label: Zee Music Company Na maaregi deewangi meri Na maaregi aawargi meri Ki maaregi zyada mujhe Maut se narazagi teri Kyun itna hua hai tu khafa Hai zidd kis baat ki teri Ki maaregi zyada mujhe Maut se narazagi teri Jaan ‘nisaar hai jaan nisaar Tere pyaar pe mere yaar Jaan nisaar hai, Ohoooho.. Duniya jamaane se Rishte mitaye hai Tujhse hi yaari hai hamari Ek baar to aa.. Ho Maine nibhaya hai Kar ke dikhaya hai Le teri baari Ek vaari tu bhi pyaar nibha Tu bhi pyaar nibha Oo Yaara..!! Teri berukhi se hai badi Umar intezaar ki meri Ki maaregi zyada mujhe Maut se narazagi teri Kyun itna hua hai tu khafa Hai zidd kis baat ki teri Ki maaregi zyada mujhe Maut se narazagi teri Jaan ‘nisaar hai jaan nisaar Tere pyar pe mere yaar Jaan ‘nisaar hai jaan nisaar Tere pyar pe mere yaar Jaan nisaar hai, Ohoooho..!! |