Udd Ja Kale Kawan Tere - Gadar - Ek Prem Katha - Udit Narayan - Alka Yagnik || Video Song |
|
Gadar - Udd Ja Kaale Kanwan (Marriage) - Full Song Video | Sunny Deol - Ameesha Patel - HD, Song - Udd Ja Kaale Kanwan - Marriage
Singer - Alka Yagnik, Udit Narayan, Nihar S Composer - Uttam Singh Lyricist - Anand Bakshi Film - Gadar Music Label: Zee Music Company song lyrics --MALE-- Udja kaale kaawan tere munh vich khand paawan --FEMALE-- Leja tu sandesa mera, main sadke jaawaan --MALE-- Baagon mein phir jhoole pad gaye Pak gaya mitthiyaan ambiyaan --MALE & FEMALE-- Yeh chhoti si zindagi de raata lambiya lambiya O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri - 2 --MALE-- Chham chham karta aaya mausam Pyaar ke geeton ka, ho Chham chham karta aaya mausam Pyaar ke geeton ka Raste pe ankhiyaan rasta dekhe Bichhre meeton ka --FEMALE-- Aaj milan ki raat na chhedo baat judaai waali Main chup, tu chup, pyaar sune Bas pyaar hi bole khaali O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri --MALE-- Hoye, o ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri --FEMALE-- Oh ho, oh ho Ta ra ra ra, ta ra ra, ta ra ra, ta na na na --MALE-- O mitra, o yaara, yaari todke mat jaana, ho O mitra, o yaara, yaari todke mat jaana Maine jag chhoda, tu mujhko chhodke mat jaana --FEMALE-- Aisa ho nahin sakta, ho jaaye to mat ghabraana Main daudi aaoongi, tu bas ek aawaaz lagaana O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri --MALE-- O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri --CHILD-- Udja kaale kaawan tere munh vich khand paawan Leja tu sandesa mera, main sadke jaawaan --MALE & FEMALE-- Baagon mein phir jhoole pad gaye Pak gaya mitthiyaan ambiyaan Yeh chhoti si zindagi de raata lambiya lambiya O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri --CHILD-- O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri --ALL-- O ghar aaja pardesi, ke teri meri ek jindri - 2 |