Lagi Aaj Sawan Ki Phir Wo Jhadi Hai((Jhankar)) HD, Chandni 1989,Anupama Deshpande, Suresh Wadkar |
|
Song: Lagi Aaj Sawan Ki Phir Wo Jhadi Hai
Movie/album: Chandni (1989) Singers: Anupama Deshpande, Suresh Wadkar Song Lyricists: Anand Bakshi Music Composer: Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma Music Director: Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma Director: Yash Chopra Music Label: Saregama Starring: Sridevi, Rishi Kapoor, Vinod Khanna Release on: 14th September, 1989 1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (6 votes, average: 3.33 out of 5) Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hain Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hain Wahi aag seene mein phir jal padi hain Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hain Kuch aise hi din the Woh jab hum miley the Chaman mein nahin Phool dil mein khiley the Wohi toh hain mausam Magar rut nahi woh Mere saath barsat bhi roh padi hain Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hain Lagi aaj sawan ki phir woh jhadi hain Koi kash dil pe jara hath rakh de Mere dil ke tukdon ko ik saath rakh de Magar yeh hain khwabon khayalon ki baatein Kabhi toot kar cheez koi judi hain Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hain Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hain Wahi aag seene mein phir jal padi hain Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hain. |