♫musicjinni

शरमा के ये क्यूँ सब पर्दानशीं..Chaudhvin Ka Chand,60_Wahida Rehman_ Shamshad B_Asha Bhosle_a tribute

video thumbnail
Song : sharma ke ye kyu sab parda nasheen..
Film : Chaudhvin Ka Chand,1960,
Singers : Shamshad Begam,Asha Bhosle and chorus,
Lyricist: Shakeel Badayuni,
Music Director : Ravi,
Director : M Sadiq,
Cast: Guru Dutt,Waheeda Rehman,Minu Mumtaz,Rehman,Johnny Walker,
A production of Guru Dutt,
Production Co: Guru Dutt Films Pvt. Ltd.
Lyrics :-
sharma ke ye kyu sab parda nasheen
sharma ke ye kyun sab parda nasheen
aanchal ko sanwaara karte hain]2
sharma ke ye kyu sab parda nasheen
aanchal ko sanwaara karte hain]2
kuchh aise nazar waale bhi hain jo
chhup chhup ke nazaara karte hain
kuchh aise nazar waale bhi hain jo
chhup chhup ke nazaara karte hain]3
kuchh aise nazar waale bhi hain jo
chhup chhup ke nazaara karte hain
sharma ke ye kyu sab parda nasheen
aanchal ko sanwaara karte hain
betaab nigaahon se kah do
jalwon se ulajhnaa theek nahin]2
betaab nigaahon se kah do
jalwon se ulajhnaa theek nahin]2

aana sambhal ke parda nasheenon ke saamne
jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne
mehfil mein husn ke jo gayaa
shaan se gayaa
jis ne nazar milaayi wahi jaan se gayaa
betaab nigaahon se kah do
jalwon se ulajhna theek nahin]3
ye naazo adaa ke matwaale
be- maut bhi maara karte hain
ye naazo adaa ke matwaale
be- maut bhi maara karte hain]3
ye naazo adaa ke matwaale
be- maut bhi maara karte hain
sharma ke ye kyun sab parda nasheen
aanchal ko sanwaara karte hain

koi na haseenon ko poochhe
duniya mein na ho gar dil waale[3
koi na haseeno ko poochhe
duniya mein na ho gar dil waale]2
nazren jo na hoti
to nazaara bhi na hota
duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota
koi na haseeno ko poochhe
duniya mine na ho gar dil waale]3
ye husn ki izzat rakhne ko
har zulm gawaara karte hain
ye husn ki izzat rakhne ko
har zulm gawaara karte hain]3
ye husn ki izzat rakhne ko
har zulm gawaara karte hain
kuch aise nazar waale bhi hain
jo chhup chhup ke nazaara karte hain

chheden na muhabbat ke maare
in chaand si soorat waalon ko
in chaand si soorat waalon ko
in chaand si soorat waalon ko
chheden na muhabbat ke maare
in chaand si soorat waalon ko
in chaand si soorat waalon ko
arz kar do ye nukta cheenon se
ke rahen door nazneenon se
agar ye khush hon to ulfat ka ehteraam karen
agar zara bhi khafaa hon to katle aam karen
chheden na muhabbat ke maare
in chaand si soorat waalon ko]3
ye shokh nazar ke khanzar bhi seene me utaara karte hain ]2
seene me utaara karte hain
seene me utaara karte hain
ye shokh nazar ke khanzar bhi seene me utaara karte hain
sharma ke ye kyun sab parda nasheen...
Chaudhvin Ka Chand is a 1960 Hindi feature film directed by Mohammed Sadiq. A production of Guru Dutt, the film centers on a love triangle between Guru Dutt, Rehman and Waheeda Rehman, and features music by Ravi. Farida Jalal is a guest appearance in the film, her debut. After the disastrous box-office performance of Kaagaz Ke Phool, this was a highly commercially successful comeback film for Guru Dutt which saved Guru Dutt's production studio from ruins.
The film was made in a time when Technicolor was just introduced in Indian film making. A trend was popular those days in which some important or dramatic scenes would be shot in colour and the rest in black and white. In this film, the title track Chaudhvin Ka Chand sequence got this chance.
Plot :-
The setting is the city of Lucknow in northern India, where Islamic culture flourished. Two of the three best friends who live in this city have fallen in love with the same woman named Jameela unknowingly. Aslam (Guru Dutt) and Nawab (Rehman) are the two friends caught in this love triangle with Jameela (Waheeda Rehman). An integral part of any Guru Dutt film, comic relief was provided by Johnny Walker who plays Mirza Masaraddik Shaiza.
Guru Dutt's music composer of earlier films S. D. Burman had warned him not to make Kagaz Ke Phool which resembled his own life. When Guru Dutt insisted on making the film S.D.Burman said that would be his last film with Guru Dutt. (Total Recall, Times Now news channel 8 July 2012) Hence the Music of this film was offered to composer Ravi and was critically acclaimed, and the lyrics by his all time favourite Shakeel Badayuni. Interestingly, It was a creative choice of Guru Dutt's to have the title track in color while the rest of the film was Black and White.
Disclaimer DMCA