Dil Mein Aag Lagaye | Kishore Kumar | Lyrical Video | R.D. Burman | Alag Alag | Rajesh Khanna |
|
Song : Dil Mein Aag Lagaye
Singer : Kishore Kumar Music : R.D. Burman Movie : Alag Alag (1985) Star Cast : Rajesh Khanna, Tina Munim Music Label : T-Series Lyrics : Ho..ho..ho..mujhe teri chahat ke gham ki kasam Zamaane ki har ek kasam ki kasam Main tere liye hoon, tu mere liye Sitamgar tere har sitam ki kasam O Dil mein aag lagaye sawan ka mahina Nahin jeena nahin jeena tere bin nahin jeena Dil mein aag lagaye sawan ka mahina Nahin jeena, nahin jeena tere bin nahin jeena Tune mujhe jo zakhm diye Un zakmon ko nahin sina.. Nahin jeena, nahin jeena tere bin nahin jeena Dil mein aag lagaye sawan ka mahina Nahin jeena, nahin jeena tere bin nahin jeena Ho.. is dil se armaan yeh nikle Ek hi ghoont mein jaan yeh nikle Zehar judaai wala ghoont-ghoont nahin pina Nahin jeena, nahin jeena tere bin nahin jeena Ho.. yeh teri yaadon ka mausam Pyar bhare wadon ka mausam Is mausam ke bichhade shayad milein kabhi na Nahin jeena nahin jeena tere bin nahin jeena Tune mujhe jo zakhm diye Un zakmon ko nahin sina.. Nahin jeena, nahin jeena Tere bin nahin jeena Dil mein aag lagaye sawan ka mahina Nahin jeena nahin jeena tere bin nahin jeena Nahin jeena, nahin jeena tere bin nahin jeena #KishoreKumar#RdBurman#RajeshKhanna#AlagAlag |