♫musicjinni

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun - Ali Shanawar | Ali Jee Noha 2008

video thumbnail
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Mera Nana Nabi
Meri Maan Sayeda
Mera Baba Ali
Mera Bhai Hasan
Hum Hi Hain Panjatan

Meri Kya Hai Khata

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kiya Main Zehra Ka Jaya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Mery Nana Ny Kalma Sikhaya
Aur Quran Tum Ko Sunaya
Kya Main Nana Ka Saya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Woh Madina Jahan Mera Ghar Hai
Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar Hai
Kya Main Us Ghar Mein Khaila Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Chakian Pees Kar Maan Ny Pala
Mujh Ko Nana Ny Jhoola Jhulaya
Apna Bachpan Main Bhoola Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kamli Waly Ky Lab Choomta Tha
Kitna Pyara Mera Bachpana Tha
Kya Main Un Ka Dulaara Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Pani Kabhi Mangta Tha
Kiun Tarhapti Thi Maan Ab Main Samjha
Paas Asghar Ky Jata Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Chahun Baras Jayen Baadal
Khoon Mein Dooba Nazar Aaye Maqtal
Jang Karny Main Aaya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ik Sada Thi Yeh Rehan O Sarwar
Keh Rahy Thy Hussain Ibne Haider
Kya Main Mehmaan Aya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

--------------------------------------------------------------------
💥💥 Get in Touch! 💥💥
◼️ Personal Blog: http://www.shahzadalijunejo.com
◼️ Facebook: http://www.facebook.com/shezy.junejo
◼️ Instagram: https://instagram.com/shezyjunejo
◼️ Twitter: http://www.twitter.com/shezyjunejo
◼️ Telegram: https://t.me/ShezyJunejo
◼️ LinkedIn: https://pk.linkedin.com/in/shezyjunejo
◼️ Snapchat: https://www.snapchat.com/add/shezyjunejo1
◼️ YouTube: https://www.youtube.com/c/ShahzadAliJunejo

ali shanawar,ali shanawar noha,ali shanawar new noha,shanawar,ali shanawar 2019,ali shanawar 2022,ali shanawar 2018,ali shanawar wife,ali shanawar vlog,ali shanawar & ali jee 2013 14,ali shanawar nikah,ali shanawar farsi,ali shanawar nikkah,ali shanawar wedding,ali shanawar new nohay,ali shanawar wedding pics,ali shanawar ali jee,ali jee and ali shanawar,ali shanawar and ali jee,ali shanawar ali jee live,ali shanawar new,new ali shanawar

Ali Shanawar | Ana Zawaar | 2015

Ali Shanawar | Alhamdulillah (English) | 2018 / 1440

Jana Hai Karbala | Ali Shanawar | 2022 | 1444

Ali Shanawar | Aa Asghar | 1441 / 2019

Ali Shanawar | Way to Karbala | 2017 / 1439

Ali Shanawar | Maula Madiney Waley | 2014

Ali Shanawar & Ali Jee | Abbas Na Lautey | 2018 / 1440

Ali Shanawar | Maula Zawar Bana Dey | 2018 / 1440

Ali Shanawar | Ya Ali Madad | 2016

Ali shanawar and Ali jee reciting in majlis 2017 _ 18

Ali shanawar and Ali jee noha

Ali Shanawar | Aao Chalein Karbala | 1441 / 2019

Nadeem Sarwar With Family, Wife, Sons, Daughter, Father, Mother, & Nohay

Ali Shanawar New Noha 2021/2022

Ali jee | noha | 2023 | zuljana bigo kujo baba hussaina

Jaag Sakina Jaag (Cover) by Ali Jee

Ali shanawar nohay

Ali Jee & Ali Shanawar In Australia | 2022 | Full Video | Nadeem Sarwar

Ali Jee | Jan Ali Akbar | 1441 / 2019

Kiya Muhammad ka pyara nhi hon | Ali jee | Ali Shanawar | Noha

Aey Bawafa | Ali Jee | 2020 | 1442

title noha Ali shanawar 2021

Assalam un Alaik/ Noha/ Live/ Ali Shanawar & Ali jee #alijee #alishanawar #nadeemsarawar #sarwars

Sadat e Karbala - Ali Shanawar / Ali Jee

Ali shanawar new noha video 2020 )

Akbar Mera Pyara tha | ALI SHANAWAR , ALI JEE | 9 MUHARRAM 2023

Way to Karbala \ English noha | By Ali Shanawar & Ali Jee | 2020

Nadeem Sarwar | Janum Ya Hussain | new nohay 2019

Ali jee_Ali Shanawar new nohay | Ali jee nohay 2022

Favorite Noha Khuwan Ali Shanawar

Disclaimer DMCA