Meetha meetha pyara pyara mere Muhammad ka naam - Urdu Audio Naat with Lyrics - Junaid Jamshed |
|
Lyrics:
Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Ham sab bhejen unpe hazaron lakhon darood-o-salam Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Khair-ul-bashar wo khair-ul-waran wo ham sab ke rahnuma wo Uswa unhin ki rah e amal hai zindagi hai charagh Hamsab bhejen unpe hazaron lakhon darood-o-salam Kamil insan mahboob-e-yazdah mahaboob-e-har khas-o-aam Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Afw-o-ata-o-lutf-o-inayat unki zaat me ghayat Rab jiski tarif me kah de, innaka la’ala khuluqin azeem Hamsab bhejen unpe hazaron lakhon darood-o-salam Ruthon huon ko rab se milana mere Mohammad ka kaam Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Meetha meetha pyara pyara mere mohammad (saw) ka naam Zikr hai unka basti basti goonj rahi hain mahfil-e-hasti De kar duniya bhar ki daulat mil jaye gar unki mohabbat Hamsab bhejen unpe hazaron lakhon darood-o-salam Maraj ki shab arsh-e-barin par kaisa ye unka maqam Meetha meetha pyara pyara mere Mohammad (saw) ka naam Meetha meetha pyara pyara mere Mohammad (saw) ka naam Dekh teri ummat ki saansen doob chuki hai doob rahi hai Dheere dheere maddham maddham in zakhmon pe rakhde marham Hamsab bhejen unpe hazaron lakhon darood-o-salam Ummat ke gham me shab bhar rona mere Mohammad ka kaam Meetha meetha pyara pyara mere Mohammad (saw) ka naam Meetha meetha pyara pyara mere Mohammad (saw) ka naam Sab se ansab sab se aala mere Mohammad ka kaam Doobte huon ko kinare lagana mere Mohammad ka kaam Sote huon ko pyar se jagana mere Mohammad ka kaam Be talbo me talab jagana mere Mohammad ka kaam Please subscribe for more: https://www.youtube.com/c/AlhamdulillahTV?sub_confirmation=1 |