Jane kyun Log Pyaar Karte Hain ( Lyrical Video ) - Dil Chahta Hai |
|
Presenting "Jane Kyun Log Pyaar Karte Hain " Lyrical Video in the voice of Udit Narayan, Alka Yagnik from Hindi movie "Dil Chahta Hai" starring Aamir Khan, Preity Zinta on Old Souls Ink 🎬
Lyrics 🎼 :- Jaane kyon log pyaar karte hain Jaane kyon woh kisi pe marte hain Jaane kyon log pyaar karte hain Jaane kyon woh kisi pe marte hain Jaane kyon.. jaane kyon! Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon! Pyaar mein sochiye to bas gham hai Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai Pyaar mein sar jhukana padta hai Dard mein muskurana padta hai Zehar kyon zindagi mein bharte hain Jaane kyon woh kisi pe marte hain Jaane kyon.. jaane kyon! Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon! Pyaar bin jeene mein rakha kya hai Pyaar jisko nahin woh tanha hai Pyaar bin jeene mein rakha kya hai Pyaar jisko nahin woh tanha hai Pyaar sau rang leke aata hai Pyaar hi zindagi sajata hai Log chhup chhup ke pyaar karte hain Jaane kyon saaf kehte darte hain Jaane kyon.. jaane kyon! Ho jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon! Pyaar bekaar ki musibat hai Pyaar har tarah khoobsurat hai Ho.. pyaar se hum door hi achchhe Arre pyaar ke sab roop hain sachche Ho.. pyaar ke ghaat jo utarte hain Doobte hain na woh ubharte hain Jaane kyon.. jaane kyon! Pyaar to khair sabhi karte hain Jaane kyon aap hi mukarte hain Jaane kyon.... jaane kyon! Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon Song - Jane Kyun Log Film - Dil Chahta Hai Artist - Aamir Khan, Preity Zinta Singer - Udit Narayan, Alka Yagnik Music Director - Shanker, Ehsaan, Loy Lyricist - Javed Akhtar Music On - T-Series #amirKhan #prittyZinta #DilChahtaHai #happyBirthdayPritiZinta Jane kyun Log Pyaar Karte Hain ( Lyrical Video ) Jane kyun Log Pyaar Karte Hain ( Lyrical Video ) - Dil Chahta Hai |