♫musicjinni

Ye Sub Tumhara Karam Hai Aqa (S.A.W)- Khursheed Ahmed

video thumbnail
Lyrics :
Koi Saleeqa hai arzoo ka
Na bandage meri bandagi hai
Yeh Sub Tumhara (SAW) Karam hai Aqa (SAW)

Ata kiya mujh ko dard e ulfat
Kahan thi yeh furqat kahan ki qismat
Mein is karam ke kahan tha qabil
Huzoor (SAW) Ki banda parwari hai

Kisi ka ehsan kyun uthain
kisi ko halaat kyun bataain
Tumhi (SAW) se mangainge Tumhi (SAW) do ge
Tumhare (SAW) dar se hi lo lagi hai

Amal ki mere asaas kya hai
Bajuz nadamat ke pas kya hai
Rahe salamat Tumhari (SAW) nisbat
mera to ek asra yehi hai

Hai Kaaba bhi marja-e-khalaiq
bohat numayan hai yeh haqaiq
Magar jo maqsood-e-ashiqi hai
Huzoor (SAW) ke dar ki Hazri hai

Basheer kahiye Nazeer kahiye
Unhe (SAW) Siraat-e-Muneer kahiye
Jo sar basar kalame Rabbi
Woh Mere Aqa (SAW) Ki Zindagi hai

Tajalliyon ke kafeel Tum (SAW) Ho
murad-e- Qalb-e-Khaleel (Hazrat Ibrahim (Alayh Salam)) Tum (SAW) Ho
Khuda ki roshan daleel Tum (SAW)
Ho Yeh Sub Tumhari (SAW) hee Roshni Hai

Yehi hai Khalid Asaas Rehmat
yehi Hai Khalid Bina-e-Azmat
Nabi (SAW) Ka Irfan Bandagi
Hai Nabi (SAW) Ka Irfan Zindagi Hai

Shoor o fikro nazar ke dairey,
had ka in se barh na paain
Na choo sake un balandiyon ko,
jahan maqame Muhammadi (SAW) hai

Yeh Sharaf Bada Sharaf hai Tera (SAW) Rukh meri taraf hai
Mujhe Naat Khawan Banaya Yeh Karam nahin to kya hai
Yeh Sub Tumhara (SAW) Karam Hai Aqa (SAW)





Hazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم and said "Allah (Subhanahu Wa Ta'ala) has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(A.S) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams to You (PBUH), the blessings Allah (Subhanahu Wa Ta'ala) showers upon him become impossible for me to count." SubhanAllah

Great website to find various Durood Sharifs in MP3:
http://www.islamicacademy.org/html/Dorood.htm


Sayyiduna Abu Dardah ( Razi Allahu Ta'ala Anhu ) reported: the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever recites durood on Me in the morning
ten times and in the evening ten times, for him shall be My intercession on the day of Qiyamah."

"By Him in whose Hands My life is, none of you will have faith till he loves Me more than his father and children."
-- Prophet Muhammad (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ), narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu)

اللهم صلي وسلم علي سيدنا محمد

صلى الله على سيدنا محمد و على آله و صحبه أجمعين

Naat Koi Saleeqa Hai Arzoo Ka | Ghulam Rasool Abbasi | Ys Pro

Disclaimer DMCA