Ya Rabbana Irhamlana |
|
#YaRabbana #YaRabbanaIrhamlana
rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Main leta rahun bosa-e-sang-e-aswad Main leta rahun bosa-e-sang-e-aswad Yun dil ki siyahi mitata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Barasti hai baran-e-rahmat haram me Barasti hai baran-e-rahmat haram me To meezab-e-zar se nahata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Muzdalifah me waqt-e-sahar muskura kar Tu shar se panah de muqaddar ho aisa Tu shar se panah de muqaddar ho aisa Ke bas khair hi khair pata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Sanad hajj-e-mabroor ki lene hazir Sanad hajj-e-mabroor ki lene hazir Mohammad (saw) ki chaukhat pe jata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ho maqbool haj hazri daymi me Ho maqbool haj hazri daymi me Pas-e-hajj madine Hai sayyad ki khwahish madine me mar kar Hai sayyad ki khwahish madine me mar Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya Allah ya Allah Ya Allah Madani Tube Abdul ghaffaR MAkkAH Live |