Tanha Hua Full Song Shah Rukh Khan, Anushka Sharma Jyoti N, Rahat Fateh Ali Khan |
|
Song: Tanha Hua
Singers – Rahat Fateh Ali Khan, Jyoti Nooran, Altamash Faridi, Shadab Faridi Musicians – Ajay-Atul Lyricists – Irshad Kamil Lyrics Recreat - Gana Lyrics Tanha Hua Lyrics Rabba duhaiyan Roothi parchhaiyan jaane anjane Main baar baar tanha Main roz roz tanha Main beshumar tanha hua x (2) Ankh mein nahi hai dekho Qatra koyi bhi uska haan Auron ka to hona kya tha Apna bhi main na ho sakaa Dil ki gehraiyan Poochhe sachchaiyan jaane anjane Main baar baar tanha Main roz roz tanha Main beshumar tanha hua x (2) Duniya ka mela dekhoon Khudko akela dekhoon Dil albela dekhoon ghamzada x (2) Dekh le ae dil bewafa Chahaton mein karke wafa Yaadon se pa loonga main Apna bana loonga main Jaan gawa loonga main is dafa x (2) Meri aggwaiyan Karti ruswaiyan jaane anjane Main yaar yaar kehna Main yaar yaar kehna Ohde naal naal rehna sada x (2) Main baar baar tanha Main roz roz tanha Main beshumar tanha hua x (4) #TanhaHua #RahatFatehAliKhan #JyotiNooran #zero |