♫musicjinni

Best of Lata | Daaji's Choice | 336 Hai Isi Mein Pyar Ki Aabru | HearTunes |

video thumbnail
Daaji's favourite songs.
Please pay attention to the lyrics.
Kindly listen to them with a spiritual perspective.
HearTunes | Choice of Daaji |

Disclaimer:
The purpose of sharing these songs on my channel is to listen to them with a spiritual perspective. There is no intention of monetary gain.
With due credits to all associated with the song.

Song: hai isi mein pyaar ki aabru..
Film : Anpadh,1962,
Singer: Lata Mangeshkar,
Lyricist : Raja Mehdi Ali Khan,
Music Director : Madan Mohan,
Director: Mohan Kumar,
Cast: Mala Sinha, Balraj Sahni, Dharmendra,Shashikala,Bindu,Nasir Hussain,Shaminder,Dhumal,
Production Co:Kiron Productions,

Lyrics :-

hai isi mein pyaar ki aabru
wo zafaa karen main wafaa karoon
jo wafaa bhi kaam na aa sake
to wohi kahen ke main kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

mujhe gham bhi unkaa azeez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
mujhe gham bhi unkaa azeez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
yahi gham hai ab meri zindagi
ise kaise dil se judaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

jo na ban sake main wo baat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
jo na ban sake main wo baat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
ye likhaa hai mere naseeb mein
yoonhi shammaa banke jalaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

na kisi ke dil ki hoon aarzoo
na kisi nazar ki hoon zustju
na kisi ke dil ki hoon aarzoo
na kisi nazar ki hoon zustju
na kisi nazar ki hoon zustju
main wo phool hoon jo udaas ho
na bahaar aaye to kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru
wo zafaa karen main wafaa karoon
jo wafaa bhi kaam na aa sake
to wohi kahen ke main kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

Trivia:
Naushad had acknowledged this fact publicly in a function in 1962 itself.

Here is what Naushad said in a vishesh Jaimala programme
"Main ek baar radio sun raha tha, usmein bahut hi dilkash ghazal aa rahi thi, film thi Anpadh, ghazal ke bol the "Hai isi mein pyar ki aabroo". Maine music director ka naam pataa kiya, marhoom Madan Mohan sahab. Maine unse appointment liya aur unke ghar pahunch gaya. Maine unse kaha ki main yeh kehne aaya hoon ki aapki Anpadh film ki yeh do ghazlen mujhe bahut pasand aayi, aapke yeh do ghazlen ek taraf aur mere saare gaane ek taraf. Yeh sunkar Madan Mohan mere gale lagkar rone lage, kahaa ki aap mujhse kaafi senior hain, main to aapka junior hoon. Maine kahaaki naheen, jo sach hai woh sach hai, aur main yeh sabke saamne bhi kahoonga. Kuch dino baad ek gramophone company ke jalse mein press aur poori public ke saamne maine yahi baat kahi. "
Licensed to YouTube by
saregama (on behalf of Saregama); BMI - Broadcast Music Inc., Saregama Publishing, and 3 Music Rights Societies

#HearTunes #ChoiceOfDaaji #DaajisChoice

Best of Yesudas | Daaji's Choice | 345 Jab Deep Jaley Aana | HearTunes |

Best of Lata and Usha | Daaji's Choice | 376 Tum Ko Piya Dil Diya | HearTunes |

Best of Rafi and Lata | Daaji's Choice | 290 Aap Ne Yaad Dilaya | HearTunes |

Best of Lata | Daaji's Choice | 306 Main To Tum Sang Nain Mila Ke | HearTunes |

Best of Lata | Daaji's Choice | 377 Tumko Hamari Umar Lag Jaaye | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 233 Bol Meri Taqdeer | HearTunes |

Best of Alka Yagnik | Daaji's Choice | 371 Tu Muskura Jahan Bhi Hai | HearTunes |

Best of Mukesh and Lata | Daaji's Choice | 247 O Shama Mujhe Phoonk De | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 239 Humsafar Mere Humsafar | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 250 Yaad Rahega Pyar Ka Yeh | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 244 Main Na Bhoolunga | HearTunes |

Best of Lata and Kishore | Daaji's Choice | 193 Main Pyasa Tum Sawan | HearTunes |

Best of Lata | Daaji's Choice | 372 Tujhse Naaraz Nahin Zindagi | HearTunes |

Best of Asha and Rafi | Daaji's Choice | 342 Ishaaron Ishaaron Mein Dil Lene Waley | HearTunes |

Best of Lata | Daaji's Choice | 364 Tera Mera Pyar Amar | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 235 Ek Manzil Rahi Do | HearTunes |

Best of Jagjit Singh and Chitra Singh | Daaji's Choice | 202 Ishq Mujhko Nahi | HearTunes |

Best of Lata and Rafi | Daaji's Choice | 381 Vada Karle Sajna | HearTunes |

The Best of Lata | Daaji's Choice | 195 Mere Jeevan Saathi Kali Thi (film: Saathi- 1968) | HearTunes

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 217 Kahin Door Jab Din | HearTunes |

Best of Rafi and Lata | Daaji's Choice | 387 Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum | HearTunes |

Best of Lata | Daaji's Choice | 391 Yeh Kaun Aaya | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 232 Zuban Pe Dard Bhari Dastan Chali Aayi | HearTunes |

Best of Manna Day | Daaji's Choice | 373 Tum Bin Jeevan Kaisa Jeevan | HearTunes |

Best of Kishore Kumar | Daaji's Choice | 190 Musafir Hoon Yaaron | HearTunes |

Best of Indian Classical Music | Daaji's Choice | 401 Raag Bihagda | HearTunes |

Best of Jagjit Singh| Daaji's Choice | 205 Sab Kahan Kuchh Lala-o-Gul with dialogue | HearTunes

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 227 Woh Subah Kabhi To Ayegi | HearTunes |

Best of Mukesh | Daaji's Choice | 248 Saranga Teri Yaad Mein | HearTunes |

Best of Yesudas and Haimanti Sukla | Daaji's Choice | 189 Kahan Se Aaye Badira | HearTunes |

Disclaimer DMCA