Sarkar Ghos E Azam (manqabat) by Mehmood up hassan Ashrafi.|safari| y tumharaaa Karam hai ya ghoss |
|
Manqabat recited by Mehmood ul Hassan Ashrafi..
Lyric Sarkar-e-Ghous-e-Azam nazre karam khudara Mera khali kaasa bhar do may faqir hoo tumhara Ye tera karam hai Ya Gaush jo bana liya hai apna Kahan muj sa ye kamina kahan silsila tumhara Sab koi na koi duniya may aasra hai Mera bajuz tumhare koi nahi sahara Ye ada e dastagiri koi mere dil se pooche Wahin aa gaye madad ko maine jab jahan pukara Joli ko meri bhar do warna kahegi duniya Gaushul Warah ka mangta firta hai maara maara Ye tera karam hai YA GHOUS jo bana liya hai Kahan rusiya faridi kahan aastan tumhara!!.... |