Chale Aana - De De Pyar De | Karaoke |
|
Show some love by Subscribing and liking the track
Give a link to this channel when using this track Music|Karaoke by: Ahmed Tirmizi Lyrics: Judaa hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Judaa hum ho gaye maana Magar yeh jaan lo jaana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tumhe main bhul jaaunga Yeh baatein dil mein na laana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Tha kaun mera, ek tu hi tha Saanson se zyada jo zaroori tha Tere liye main kuch nahi lekin Mere liye tu mera sab kuch tha Nahi jaana bhula kar ke Yeh baatein tum hi kehte the Rahi khushiyan nahin meri Ke tum bhi waqt jaise the Tumhara tha rahega bhi kare kya dil hai deewana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Maine tumhari baat maani hai Maine manaya dil ko hai kaise Abse raho tum khush jaha bhi ho Mera tumhara tha bhi kya waise Bhale doori rahe jitni Nigahon se nigahon ki Magar khwabon ki duniya mein Milunga tumse rozana Yahin tak tha safar apna Tumhe hai laut kar jaana Kabhi main yaad aaun toh Chale aana, chale aana Na ra, na ra Chale aana, chale aana.. #ChaleAana #ArmaanMalik #AmaalMallik |