Jis Desh Mein Full Video Song | Jis Desh Mein Ganga Rehta Hain | Govinda Hit Songs | Hindi Gaane |
|
Jis Desh Mein Full Video Song | Jis Desh Mein Ganga Rehta Hain | Govinda Hit Songs | Hindi Gaane
Movie: Jis Desh Mein Ganga Rehta Hain (2000) Singer: Abhijeet Bhattacharya Music Director: Anand Raaj Anand Starring: Govinda, Sonali Bendre, Rinke Khanna @HindiGaane Lyrics: Dil mein basaakar gaaon ki mamta Shaher mein aaya main jogi ramta Dil mein basaakar gaaon ki mamta Shaher mein aaya main jogi ramta Sukh dukh saare maan kar aur unko apna kar Tarah tarah ke naaton se ghar ban jaata hai soondar Pal pal sachche rishton ka vahan pyaar barasta rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai #HindiGaane #HindiSongs #BollywoodSongs |