♫musicjinni

Afreen Afreen - Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal singing live Afreen Afreen

video thumbnail
Afreen Afreen at http://www.NusratFans.com
Nusrat fateh Ali Khan's Qawwalis Collection, Ghazals, Pictures, Biography, Albums, Fans Club...
.
Afreen Afreen Lyrics:
.
Husn-e-jaana ki taareef mumkin nahin

( it is not possible to praise the beauty of beloved )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

too bhi dekhe agar to kahe ham-nashin

( if you see my beloved, you will also say )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

aisa dekha nahin khubsurat koi
jism jaise Ajanta ki murat koi
jism jaise nigahon pe jadu koi
jism nagma koi jism khushboo koi
jism jaise machalti hui raagini
jism jaise mehakti hui chaandni
jism jaise ke khilta hua ik chaman
jaise jaise suraj ki pehli kiran
jism tarsha hua dil-kash-o-dil-nashin
sandali sandali
marmari marmari

( I never saw anyone so beautiful
body is like the images of Ajanta*
body is like a spell on eyes
body is like a song, like perfume
body is like ecstatic music
body is like perfumed moon-light
body is like a blooming garden
body is like the first ray of Sun
body is like carved statue, eye-catching and arresting
like sandalwood
like marble )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

husn-e-jaana ki taareef mumkin nahin

( it is not possible to praise the beauty of beloved )

chehra ik phuul ki tarah shadab hai
chehra uska hai ya koi mehtaab hai
chehra jaise ghazal, chehra jaan-e-ghazal
chehra jaise kali, chehra jaise kanwal
chehra jaise tasavvur ki tasveer bhi
chehra ik khwaab bhi chehra tabeer bhi
chehra koi alif lailavi daastaan
chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan
chehra jaise ke chehra koi bhi nahin
mah-rooh mah-rooh
mah-jabin mah-jabin

( face is as fresh as a flower
is it a face or the moon
face is like an ode, face is essence of ode
face is like flower-bud, face is like lotus
face is like iamge of imagination
face is dream, face is the meaning of dream
face is one of the tales of Arabian Nights
face is certainty at one instant and speculation, another instant
face like no other face
face like moon
forehead like moon )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

husn-e-jaana ki taareef mumkin nahin

( it is not possible to praise the beauty of beloved )

aankhein dekhi to main dekhta reh gaya
jaam do aur donon hi do aatishah
aankhein ya maikade ke ye do baab hain
aankhein inko kahuun ya kahuun khwaab hain
aankhein neechi huiiN to haya ban gayiiN
aankhein oonchi huiiN to dua ban gayiiN
aankhein jhuk kar uthiiN to ada ban gayiiN
aankhein jin mein hain qaid aasmaan-o-zamiiN
nargisi nargisi
surmayi surmayi

( I could not keep off my eyes after seeing her eyes
they are like two cups of wine and that too, burning
are these eyes or two doors of wine-house
her downward glance is abashness
her upward glance is prayer
when eyes look up after downward glance, is like a style
eyes, in which arrested are the sky and the earth
like Narcissus
like greyish )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

husn-e-jaana ki taareef mumkin nahin

( it is not possible to praise the beauty of beloved )

zulf-e-jaanaN ki bhi lambi hai daastaaN
zulf ke mere dil per hai parchaiyaaN
zulf jaise ke ummdi hui ho ghata
zulf jaise ke ho koi kaali bala
zulf uljhe to duniya pareshaan ho
zulf suljhe to ye geet aasaan ho
zulf bikhre siyaah raat chhaane lage
zulf lehraaye to raat gaane lage
zulf zanjeer hai phir bhi kitni hasiin
reshmi reshmi
ambariiN ambariin

( the story of the tresses of beloved is also long
tresses are like shadows on my heart
tresses are like over-cast clouds
tresses like some black spectre
when tresses are entangled, so also is the world
when tresses are straight, then writing this song becomes easy
when tresses spread apart then black night downs
when tresses sway then the night sings
tresses are chains, but so beautiful
silken
perfumed )

aafreen aafreen

husn-e-jaana ki taareef mumkin nahin

( it is not possible to praise the beauty of beloved )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

too bhi dekhe agar to kahe ham-nashin

( if you see my beloved, you will also say )

aafreen aafreen

( praise to the creater
praise to the creater )

husn-e-jaana ki taareef mumkin nahin

( it is not possible to praise the beauty of beloved )

* Ajanta - Caves in India famous for their mural paintings.

Afreen Afreen Lyrical Song With English Translation | Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan

Coke Studio Season 9| Afreen Afreen| Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan

Afreen Afreen Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan Lyrical Video With Translation

Afreen Afreen Lyrics With English Translation — Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan -

Afreen Afreen - Nusrat Fateh Ali Khan

Aafreen Aafree. UStad Nusrat fateh Ali khan, NFAK ,English Translation

Aafreen Aafreen ( English subtitles )

Afreen Afreen Lyrics with English Translation | Nusrat Fateh Ali Khan Original Audio| FullDhamaal

Afreen Afreen | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | Javed Akhtar | Sufi Song | Full Audio | Sufi Music

Afreen Afreen - Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal singing live Afreen Afreen

Afreen Afreen - Urdu lyrics with English subtitles

Afreen afreen- NFAK

Afreen afreen Nusrat Fateh Ali Khan YouTube

Afreen Afreen song #lyrics #rahatfatehalikhan #songs

'Afreen Afreen' पर Mani ने दिया एक बेहतरीन Performance | Superstar Singer Season 2

Afreen Afreen ( Momina mustehsan voice only)

Afreen Afreen Surprise Cover by Unknown Girl | Stereo India

Momina Mustehsan pure voice singing Aafreen Aafreen

Afreen, Afreen live!❤️ - #tabishhashmi #rahatfatehalikhan #hasnamanahai #eidspecial #geonews

Afreen Afreen" Mohd Danish Ka Shandar Performance | Indian Idol 12

Afreen Afreen

Afreen Afreen - Nusrat Fateh Ali Khan

Afreen Afreen 🌸@sonawanesonali

Afreen Afreen (Lyrics)| Rahat Fateh Ali Khan, Momina Mustehsan| Coke Studio Season 9

Nusrat Fateh Ali Khan - Ankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Lee [ENGLISH TRANSLATION]

Afreen Afreen song status | coke studio season 9 song | afreen afreen lyrical song status | #shorts

VOCAL COACH and Singer React to Coke Studio - Afreen Afreen - Rahat Fateh Ali Khan, Momina Mustehsan

Afreen Afreen I Dana Razik I Coke Studio I Rahat Fateh Ali Khan I Momina Mustahesan

Afreen Afreen | Coke Studio | Song Reaction | Achara Kirk | Join Telegram for more unseen Reaction

Afreen Afreen - Cover by Sayali Sonule | #shorts | Squarecut Music

Disclaimer DMCA