Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun |
|
Mujhe Pay Kyun Band Karte Ho Paani
Ya Hussain X3 Mera Nana Nabi, Meri Maa Sayyada Mera Baba Ali, Mera Bhai Hasan Hum Hi Hein Panjatan Meri Kya He Khata, Mujhpe Kyun Band Karte Ho Pani Kiya Muhammad Ka Pyara Nahin Hun Kya Mein Zahra Ka Jaya Nahin Hun X3 Kya Nabi Ka Nawasa Nahin Hun 1. Mere Nana Ne Kalma Sikhaya Aur Quran Tumko Sunaya X2 Kya Ma Nana Ka Saaya Nahin Hun X3 Kya Nabi Ka Nawasa Nahin Hun Mujhpe Kyun Band Karte Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahin Hun 2. Who Madina Jahaan Mera Ghar He Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar He X2 Kya Mein Us Ghar Mein Khela Nahin Hun X3 Kya Nabi Ka Nawasa Nahin Hun Mujhpe Kyun Band Karte Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahin Hun |