♫musicjinni

Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan || Cover by Satyajit Jena ,Yumna Ajin & Pawandeep Rajon

video thumbnail
Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan || Cover by Satyajit Jena ,Yumna Ajin & Pwandeep Rajon
Zaroori Tha Rahat FAteh Ali Khan
Rahat Fateh Ali Khan - Zaroori Tha
Music video by Rahat Fateh Ali Khan performing Zaroori Tha. (C) 2014 Universal Music India Pvt. Ltd.

Producer : Salman Ahmed

iTunes: http://bit.ly/1mv2vT3
Saavn: https://www.jiosaavn.com/album/back-2...

CRBT : To set this song as your Ring Back Tone, Click -
http://202.87.41.148/sms/services/crb...

rahat,fateh, ali,khan,zaroori , tha ,music ,satyajeet jena,satyajit jena, satyajeet jsatyajeet jena songs, hindi song, zaroori ,tha,rahat, fateh,khan,zaroori tha by yumna ajin ,pawandeep rajan new episode,

Zaroori Tha || Rahat Fateh Ali Khan || Cover || Satyajeet
Song- Zaroori Tha
Covered By- Satyajeet Jena
Camera & Edit- Babul

-:Original Credits:-
'''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
Song: Zaroori Tha
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Khalil-ur-Rehman Qamar
Music: Sahir Ali Bagga
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Zaroori Tha By Yumna Ajin | Yumna Ajin Official
Orginal Song Credits
Song Credits:
Song: Zaroori Tha
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Khalil-ur-Rehman Qamar
Music: Sahir Ali Bagga
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Song - Zaroori Tha
Singer - Pawandeep Rajon

LYRICS
Zaroori Tha lyrics
Lafz kitne hi
Tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat
Mera jalaaya hoga

Tune jab phool
Kitaabon se nikaale honge
Dene wala bhi tujhe
Yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dhono tawaaf-e-arzoo karte

Magar phir aarzoo ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Bataao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaaya tha
Churaai cheej ko tumne
Khudaa ka ghar banaya tha

Woh jab kehte the
Mera naam tum tasbih
Mein padhte ho
Mohabbat ki namaajo ko
Kara karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai
Wo baatein thi mehaz baatein
Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahi hai soorate apni
Wahi main hoon, wahi tum ho
Magar khoya huaa hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho

Mohabbat mein dagaa ki thi
So kafir the so kafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musaafir the, musafir hain

Tere dil ke nikaale hum
Kahaan bhatke, kahan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatkna bhi zaruri tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-arzoo karte

Magar phir aarzoo ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

#wafanaraaysaaye
#ZarooriTha
#IndianIdol
#attaullahKhan
#PakistaniSong
#IndianSongs

* Copyright disclaimer under section 107 of the copyright Act 1976, allowance in made for " fair use " for purposes such as criticism, commenting, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

*** Please SUBSCRIBE and press BELL 🔔 for more notification.

facebook page -https://www.facebook.com/souravm20
other video link -https://youtu.be/KAOQgzBkbck
-https://youtu.be/yj1OwDB2o7U
-https://youtu.be/zD8FLpcUH_I
-https://youtu.be/whaRcv2Bgq4
contact -sou.ddpp@gmail.com

Plz... Share & Subscribe for More
If you really like this video.... Please Share & Subscribe my dear Viewers...

Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan || Cover by Satyajit Jena ,Yumna Ajin & Pawandeep Rajon

Disclaimer DMCA