Yaara 2 Full Song With Lyrics | Mamta Sharma | Lucky Dancer | Arishfa Khan | Zain Imama |
|
Yaara 2 Full Song With Lyrics
#mamtasharmanewsong #luckydancernewsong @zainimamnewsong SONG DETAILS---- Singer: Mamta Sharma Lyricist: Bad-Ash Music: Bad-Ash Director: Akshay K Agarwal Cast: Mamta Sharma, Manjul Khattar, Arishfa Khan, Ajaz Ahmed Director Of Photography: Mohammad Intekhab Alam Mix And Master: Abani Tanti Music Label: One Music Originals Yaara 2 Lyrics: Main chaahun tujhe kisi aur ko tu chaahe yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar karun main yaar tujhe inna saara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vara Har pal, har duaa mein Duaa mein tujhe yaad karte hain Sau sau baar karte hain Mile har janam tu hi humko Yahi fariyaad karte hain Jab sochun tujhe sochun yahi kaam karte hai Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hain Tere door jaane se din raat darte hain Tere door jaane se din raat darte hain Main sochun tujhe kisi aur ko tu soche yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar tujhe karte hain hum inna saara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara Har pal, har duaa mein Duaa mein tujhe yaad karte hain Sau sau baar karte hain Mile har janam tu hi humko Yahi fariyaad karte hain Keh diya sab kuch par kuch to baaki hai Mujhko to teri ek nazar hi kaafi hai Jisme hai tu raazi usme hi main raazi Jisme ho tu raazi usme hi main raazi Main dekhun tujhe kisi aur ko tu dekhe yaara Ab pyaar nahi hoga humse phir dobara Pyaar tujhe hum karte hain inna saara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara Har pal, har duaa mein Duaa mein tujhe yaad karte hain Sau sau baar karte hain Mile har janam tu hi humko Yahi fariyaad karte hain Duaa mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Miley har janam tu hi humko Yahi fariyaad karte hai |