♫musicjinni

badal jayenge tere ashq gauhar mein..Manna Dey_Indeewar_Kalyanji Anandji..a tribute

video thumbnail
Song : muraden le ke sab aaye hain main dil le ke aaya hoon..
Film: Johar In Kashmir,1966,
Singer: Manna Dey and Mahendra Kapoor,
Lyricist: Indeevar,
Music Director: Kalyanji Anandji,
Writter/Produced/Director : I.S. Johar,
Cast : I.S. Johar,Sonia Sahani,Manmohan Krishan,Mumtaz Begum,Kamal Kapoor,Ullas,Ramayan Tiwari,D K Sapru,Rajan Haksar,Manorama,Mukri,
Production Banner : Johar Films,
Lyrics :
aaaaaa
aaaaaaaa
haaaaaan aaaa
aaaaaa
badal jaayenge tere ashq gauhar mein
yahaan daaman ka phailaanaa hi kaafi hai
haaaaa
zubaan se kuchh bhi kehne ki zaroorat kyaa
tera is dar pe aa jaanaa hi kaafi hai

is liye
muraaden le ke sab aaye hain
main dil le ke aayaa hoon
muraaden le ke sab aaye hain
main dil le ke aayaa hoon
aur is dil mein tere jalwon
tere jalwon
aur is dil mein tere jalwon ki mehfil
le ke aayaa hoon
muraaden le ke sab aaye hain
main dil le ke aayaa hoon

tujh ko dhoonda hi kiyaa
dil-e-barbaad liye
des pardes phiraa
main teri yaad liye
roothhi taqdeer meri
kaise tadbeer chaley
haan ghamon ke teer chaley
kalejaa cheer chaley
aaahey judaaee mujhse teri
sahi jaati hi nahin
haaye ashq aahon se bhi ye
kahi jaati hi nahin
ashq aahon se bhi ye
kahi jaati hi nahin

aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa
tera deedaar ho jaaye
to phir se jaan pad jaaye
maseehaa dar pe tere
tera bismill le ke aayaa hoon
maseehaa
maseehaa haan haan maseehaaa
maseehaa dar pe tere
tera bismill le ke aayaa hoon
muraaden le ke sab aaye hain
main dil le ke aayaa hoon

dil se nikli jo duaa
kabhi khaali na gayee
us ki sarkaar se wo
kabhi taali na gayee
uthhaa tu haath uthhaa
qabool hogi duaa
sar jhuke ya na jhuke
dil ko sajde mein jhukaa
aahey kyaa nazar aaye magar
nazar pe parda padaa
haaye nazar ke saamne hi
tera mehboob khadaa
nazar ke saamne hi
tera mehboob khadaa

aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa
na to phoolon ki chaadar hai
na koi aur nazraanaa
agar dil ho tere kadmon ke qaabil
le ke aayaa hoon
agar dil
agar dil haan haan agar dil
agar dil ho tere kadmon ke qaabil
le ke aayaa hoon
muraaden le ke sab aaye hain
main dil le ke aayaa hoon
aur is dil mein tere
jalwon ki mehfil le ke aayaa hoon..

Storyline :-
Tensions run high in Kashmir after the partition circa late 1940s. On the Indian side, two waring hoodlums, Ahmed[ Manmohan Krishna] and Aslam[I S Johar], have another reason to fight over with - beautiful Salma[Sonia Sahani], the daughter of Hakim Mohammad Hussein[D.K. Sapru]. Salma is attracted to Aslam, but wants him to mend his ways, he heeds her advise, joins the army, and returns back as a Home Guard. When his mom, Zainab, goes to talk to Hussein about their marriage, she is killed by raiders disguised as Darvashi's (Islamic Holy men) from Pakistan, who also kill all of Salma's family, and abduct her. Aslam decides to track them down, arrange for the release of Salma, marry her, and bring the killers to justice. What Aslam [ I.S. Johar] does not know is that one of the killers is none other than Maula Khan - his Pakistan-based paternal cousin. Watch what happens when Aslam and his uncle realize this and the impact this will have on their relationship. Written by rAjOo
I.S. Joha:-
Inder Sen Johar (16 February 1920 – 10 March 1984) born in Tollagannj, British India, better known as I. S. Johar, was an Indian actor, writer, producer and director.
known for Lawrence of Arabia (1962), Johny Mera Naam (1970) & Death on the Nile (1978).
He completed MA degree in Economics and Politics before completing his LLB. In 1947, during the Partition crisis, Johar was visiting Patiala with his family for a wedding, when riots broke out back home in Lahore. He could never go back, and thereafter he worked in Jalandhar for a while, and his family remained in Delhi,[3] before he eventually moved to Bombay, where he made his acting debut with Roop K Shorey's, Ek Thi Ladki (1949).
Trivia ....
Has a daughter, actress Ambika Johar, who acted in his movie, Garo Nalbandian, (1978).
Son Anil Johar was also an actor.

मुरादें लेके सब आए हैं में दिल लेके आया हूं_Johar In Kashmir1966_MannaDey _Indeewar _Kji-Aji_a trib.

आने वाला है दिन क़यामत का कोई ज़ालिम न बक़्शा जायेगा_I S Johar&SoniaSahani _Rafi_Indeevar_Kji-Aji_a tri

badal jayenge tere ashq gauhar mein..Manna Dey_Indeewar_Kalyanji Anandji..a tribute

begunaho ka lahu hai ye rang layega ..Rafi_Indeevar_Kalyanji Anandji..a tribute

pasand aa gayi hai ek kafir hasina_ Mehboob Ki Mehndi_RajeshKhanna Leena_Rafi_AnandBakshi

Disclaimer DMCA