♫musicjinni

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442

video thumbnail
Bismillah...
We humble Presents You the New Season of Destination Karbala.

O’ Allah, grant me the intercession of Hussain (A) on the Day of Appearing (before You)


"Mujh Pe Kyu Band Krte Ho Pani, Kiya Muhammad Ka Piyara Nahi Hu"

Lyrics:
Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun
1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442

Shad Rahe Karbala | Ali Shanawar | 2020 | 1442

Zainab E Hazin E Man | Ali Jee | 2020 | 1442

Ali Shanawar | Aao Chalein Karbala | 1441 / 2019

Ali Jee Ali Shanawar Noha

ALI JEE LIVE NOHA YA HUSSAIN ALI JEE ALI SHANAWAR NADEEM SARWAR

Ali shanawar and Ali jee live nohakhwani at karbala

irfan haider zanjeer zani||irfan haider noha status||shia status||nohay status||shia shorts

MUJ P KYON BAND KARTAY HO PANI LIVE ALI SHANAWAR ALI JEE NADEEM SARWAR

Ya Ali as Ali Shanawar

ABBAS MEER-E-KARWAN | ALI SHANAWAR & ALI JEE |AYYAM-E-FATIMA by ishq e Ali Official

Ali Shanawar nohay 2018

Salam Hussain | Noha | 2020 | 1442 | Haye Haye Ali Akbar A.S

shad Rahe karbala..

Rasool akram ka dilruba

Aaj bhi zikre shahe karbobala baaki hain

New Noha 2020

Disclaimer DMCA