♫musicjinni

Aye Rabbe Jahan Panjetan e Paak Ka Sadka #Munajaat

video thumbnail
Must see this Beautiful dua written by Mohsin Naqvi Marhoom

Aye Rabbe Jahan Nadeem Sarwar |

Mohsin Naqvi Dua | Mohsin Naqvi Urdu Shayari | Aye Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa | aye rabe jahan panjtan by RJ Imran Sherazi with Lyrics | Shane Imamat

Ae Rab e Jahan Panjtan e pak ka sadqa
is qom ka daman gham e shabbir se bhar de

Bachon ko ata kar Ali Asghar ka tabassum.
Boorhon ko Habib ibne Muzhair ki nazar de.

Maon ko sikha saani e Zahra ka saleeqa.
Behno ko Sakeena ki duaon ka asar de.

Ya Rab tujhe beemari e Abid ki qasam hai.
Beemar ki raton ko shifa yab sehar de.

Paband risan Zainab o Kalsoom ka sadqa.
be jurm aseeron ko rehai ki khabar de.

Jo mayen bhi roti hein biyad e Ali Asghar.
un maon ki aagosh ko aulad se bhar de.

kab tak rahon duniya mein yatemon ki tarah main?
waris mera parday mein hai zahir usay kar de.

sar par ho sada parcham e abbas ka saya
Mohsin ki dua khatam hai ab is ko asar de.

#PanjatanePaak #PanjatanPoetry #Dua #Surah #ShiaDua
#imamHussain
#MoulaAbbas
#AliAsghar
#BibiSakina
#BibiZainab
#ImamMehndi

Aye Rabbe Jahan Panjetan e Paak Ka Sadka #Munajaat

Ali ke Sath hai Zahra ki Shaadi Laiba Fatima with Ahmad #ytshorts #shorts

Disclaimer DMCA