Chaand Sitare Phool aur Khushboo - Full HD Video | Kaho Na Pyaar Hai | Kumar Sanu | Chand Sitaare | |
![]() |
Enjoy the popular song of "Chand Sitare" full hd video song from the movie Kaho Na Pyar Hai.
Song: Chand Sitare Film: Kaho Naa Pyaar Hai Artist: Kumar Sanu Music Director: Rajesh Roshan Lyricist: Sawan Kumar Tak Film Star: Hrithik Roshan, Amisha Patel, Anupam Kher, Fareeda Jalal Director : Rakesh Roshan Label :: Saregama India Ltd. Song Lyrics Chand, sitare, phool aur khushboo Chand, sitare, phool aur khushboo, ye to saare purane hain Taaza-taaza kali khili hai, hum uske deewane hain Are kaali ghatayein, barkha, saawan Kaali ghatayein, barkha, saawan, ye to sabh afaasne hain Taaza-taaza kali khili hai, hum uske deewane hain Andaaz hain uske naye-naye, hai naya-naya deewana pan Andaaz hain uske naye-naye, hai naya-naya deewana pan Pehna ke taaj jawani ka, hans ke laut gaya bachpan Geet-ghazal sab kal ki baatein, ho Geet-ghazal sabh kal ki baatein, uske naye tarane hain Taaza-taaza kali khili hai, hum uske deewane hain Hai roop mein itna saada pan, to kitna sundar hoga mann Hai roop mein itna saada pan, to kitna sundar hoga mann Bin gehne aur singaar bina, wo to lagti hai dulhan Kajal, bindiyaa, kangan, jhumke Are kajal, bindiyaa, kangan, jhumke ye to guzr zamaane hain Taaza-taaza kali khili hai, hum uske deewane hain Chand, sitare, phool aur khushboo, ye to saare purane hain Taaza-taaza kali khili hai, hum uske deewane hain Are kaali ghatayein, barkha, saawan, ye to sabh afaasne hain Taaza-taaza kali khili hai, hum uske deewane hain |