♫musicjinni

KIYA MOHAMMAD KA PYARA NAHI HUN - ALI SHANAWAR & ALI JEE - 8D NOHA

video thumbnail
YA ALI MADAD(as)

ALI SHANAWAR & ALI JEE | KIYA MOHAMMAD KA PYARA NAHI HUN (8D AUDIO)

Connect with Ali Jee:
Facebook: https://www.facebook.com/syedalijeesa...
Twitter: https://twitter.com/alijeesarwar
Instagram: https://www.instagram.com/syedalijee
Snapchat: syedalijee
Official Website: http://safeer-e-aza.com

Follow 8D Nauha
Instagram:- https://instagram.com/8d_nauha?igshid=16dtfjm5skq71
Youtube:- https://www.youtube.com/channel/UCb1cEuxC8n3JuEG5oNHxNeg

●● NAUHA LYRICS ● ●

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Mera Nana Nabi
Meri Maan Sayeda
Mera Baba Ali
Mera Bhai Hasan
Hum Hi Hain Panjatan

Meri Kya Hai Khata

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kiya Main Zehra Ka Jaya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Mery Nana Ny Kalma Sikhaya
Aur Quran Tum Ko Sunaya
Kya Main Nana Ka Saya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Woh Madina Jahan Mera Ghar Hai
Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar Hai
Kya Main Us Ghar Mein Khaila Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Chakian Pees Kar Maan Ny Pala
Mujh Ko Nana Ny Jhoola Jhulaya
Apna Bachpan Main Bhoola Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kamli Waly Ky Lab Choomta Tha
Kitna Pyara Mera Bachpana Tha
Kya Main Un Ka Dulaara Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Pani Kabhi Mangta Tha
Kiun Tarhapti Thi Maan Ab Main Samjha
Paas Asghar Ky Jata Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Chahun Baras Jayen Baadal
Khoon Mein Dooba Nazar Aaye Maqtal
Jang Karny Main Aaya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ik Sada Thi Yeh Rehan O Sarwar
Keh Rahy Thy Hussain Ibne Haider
Kya Main Mehmaan Aya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

#kiyamohammadkapyaranahihu #alishanawar #alijee

Reciter: Ali Shanawar &Ali Jee
Poetry: Rehan Azmi

I AM USING THIS AUDIO ONLY FOR FAIR USE UNDER COPYRIGHT LAW.

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee | 2008

Ali Shanawar & Ali Jee | Pyare Nabi Ki Pyari Nawasi | 2007

क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ #noha Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun|Ali Shanawar & Ali Jee

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Ali Shanawar & Ali Jee 2008 YouTube

#shorts Kiya🕋 Muhammad Ka🕋 Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee | 2008

Kia ma Muhammad Ka Pyara Nahi hoon|noha nadeem sarwar noha mir hasan mir hussain rok jao#viralvideo

Ali Shanawar & Ali Jee | Fatima Zehra Ka Bhara Gher Luta | 2010

Noha Reaction Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee

Badsha Hamara Ya Hussein ! Ramadan status /

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun dj remix Qalam 2023

KIYA MOHAMMAD KA PYARA NAHI HUN - ALI SHANAWAR & ALI JEE - 8D NOHA

Jung Karne Me Aaya Nahi Hu | Kya Mohammad Ka | Islamic Naat | Naat Status |New Naat #trending #viral

Me jo chao baras jay badal / kiya muhammad ka pyara nahi hun/ Ali shanwar/ Ali jee/ whatsapp status

Nana Ne Kalma Sikhaya #islamicvideo #viral #shortsfeed #islamicstatus #muharram

hasan husain ki zindagi #moharam by molana tareeq Jamel Sahab whatsapp status all byaan official

muhammad nabina status

imam Hussain R.A 😭sad status #Shorts #karbala

yazeed khayanat hai/imama Husain Amanat hai

Pls don't make this mistake in Muharram #Muharram #Hussain | #Shorts |Pls don't wish happy Muharram

Hazrat imam Hussain🌹 new noha Nadeem Sarwar full screen 4k whatsapp status#shorts#

Ya Ali Ya Hussain | Part 1 | Nadeem Sarwar | BADSHAH_220 | Karbala

MUHARRAM JULOOS BEST TAZIYA 2018

ali jee noha #noha #ali jee #noha #nadeemsarwar #noha #2024 #trending

पुलिस वालीं ने क्या कहा मोहर्रम पर आप खुद ही सुन लिजिए 😍 || #muharram #ताजिया #मलवासा #2022

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Nadeem Sarwar - Mujhe Abbas Kehtey Hain

Ya Hussain |na aisa Aalm #trending#foryou #2023 new whatsapp status#ytshorts #muharram#naat

Muharram Whatsapp Status • Muharram Status • Imam Hussain Status • Imam Hussain Whatsapp Status |

mohharam short 2023 ||मोहर्रम प्लीज सपोर्ट में ||ajju husaini #mohharam #shorts 😱🕌🕋

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee | noha | #shorts #trending #viral #youtube

Musalman bhai 10k Laik Ana chaiye|Muharram status 2023|new Hazrat imam hussain#shorts#islam#viral

Disclaimer DMCA