Tumhare He Hone Se Abad Hai Dil Tumhe Jab Na Hogaye To Veeran Hoga Qawwali |
|
#Lyrics #Qawwali #BestofNusrat
Shab E Gham Ki Sehar Nahi Hoti Ho Bhi To Mere Ghar Nahi Hoti Zindagi Tu He Mukhtasar Ho Ja Shab E Gham Mukhtasar Nahi Hoti Jod lagte Gaye Fasaane Mein Raaz Khulte Gaye Chupane Mein Roothne Ka Sabab Tum Jaano Hum To Masroof Hain Manaane Mein Tum Ne Tinke Samaj K Phoonk Diya Meri Duniya Thi Aashiyane Mein muhabbat ki koi manzil nahi hai muhabbat maajil hai saahil nahi hai meri afsurdagi pe hasne waale tere pehlu mein shayad dil nahi hai tumhara teer e nazar dil ke paar ho ke raha dil ne dam bhi na maarashikaar ho ke raha dil ki basti ajeeb basti hai roz ujadti hai roz basti hai tumhaare hi hone se aabad hai dil tumhi jab na hoge to veeran hoga tumhi se hai hasrat tumhi se hai armaan na has hasrat hi hoga na armaan hoga mera dil fida tumpe aur jaan qurbaan tumhi ho meri zindagani ka saaman tumhare hi jab kaam aayi ne yeh jaan toh phir jaan ka kya meri jaan hoga payaami jo dekha hai us se na kehna yeh bechainiyaan meri us se na kehna pareshaaniyaan meri us se na kehna wo jis dam sunega pareshan hoga meri jaan tumhare hi kabze mein hai dil tumhari hi marzi pe hain haalat e dil jo taskeen doge to taskeen hogi pareshan karoge to pareshan hogi jo dil hai yahin dil ki halat yahi hai jo kuch roz rang e tabiyat yahi hai salaamat agar josh e wahshat yahi hai toh ghar hi kisi din bayaaban hoga nahi gar hifaazat ka saamaan koi to furqat mein kyun ho pareshan koi nahi jiska 'Bedam' nigahbaan koi toh allah uska nigahbaan hoga Social Links: [FOLLOW] Facebook: https://fb.com/NusratQawalies/ Twitter: https://twitter.com/NusratQawalies Instagram: https://instagram.com/NusratQawalies Google+: https://plus.google.com/114593884354796316364 Don't forget to SUBSCRIBE Nusrat Qawalies for more Awesome Nusrat Fateh Ali Khan Qawwali |