Toota Taara (LYRICS) - Shivin Narang, Mahima Makwana | Stebin Ben | Sham Balkar | WRS Originals |
|
WRS ORIGINALS Toota Taara (LYRICS) - Shivin Narang, Mahima Makwana | Stebin Ben | Sham Balkar| Kumaar
Toota Taara Song Detail: Song: Toota Taara Singer: Stebin Ben Lyrics: Kumaar Composer: Sham Balkar Music: Sham Balkar LYRICS: Khwaahish poori karta hai Khatam yeh doori karta hai Kehte hain sab toota taara Kaam zaroori karta hai Marham deke door kare yeh Dard bichhode ka Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega Par toota taara phir toota hai Dil kya jodega Reh na saka jab tere bin Toote taare ko ek din Reh na saka jab tere bin Toote taare ko ek din Dil ke kehne main akhir Maine dua bheji lekin Laut ke wo aayi Poori na ho payi Sab kehte the yeh na kisi ko Khaali modega Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega Taareya ve taareya Sab kuchh haareya taareya Taareya ve taareya Sab kuchh haareya taareya |