♫musicjinni

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

video thumbnail
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14
SUBSCRIBE Our Channel: http://bit.ly/Thar-ProductionPak

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Lyrics in English
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Mera Nana Nabi
Meri Maan Sayeda
Mera Baba Ali
Mera Bhai Hasan
Hum Hi Hain Panjatan

Meri Kya Hai Khata

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kiya Main Zehra Ka Jaya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Mery Nana Ny Kalma Sikhaya
Aur Quran Tum Ko Sunaya
Kya Main Nana Ka Saya Nahi Hun
Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Woh Madina Jahan Mera Ghar Hai
Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar Hai
Kya Main Us Ghar Mein Khaila Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun


Chakian Pees Kar Maan Ny Pala
Mujh Ko Nana Ny Jhoola Jhulaya
Apna Bachpan Main Bhoola Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Kamli Waly Ky Lab Choomta Tha
Kitna Pyara Mera Bachpana Tha
Kya Main Un Ka Dulaara Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Pani Kabhi Mangta Tha
Kiun Tarhapti Thi Maan Ab Main Samjha
Paas Asghar Ky Jata Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Main Jo Chahun Baras Jayen Baadal
Khoon Mein Dooba Nazar Aaye Maqtal
Jang Karny Main Aaya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ik Sada Thi Yeh Rehan O Sarwar
Keh Rahy Thy Hussain Ibne Haider
Kya Main Mehmaan Aya Nahi Hun
Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun

Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun

Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

TP Gold provides all the Marsiyan, Nohay, Manqabat, Naat for this holy month, We have famous Naat Khuwan and Nohay Khuwan like Farhan Ali Waris, Hassan Sadiq and many more.
Links
www.tharproduction.com.pk
www.facebook.com/tharProduction
www.twitter.com/tharproduction
www.youtube.com./tharproductionpak
www.vimeo.com/tharproduction
www.dailymotion.com/tharproduction

#tharproduction #KiyaMuhammadKaPyaraNahiHun #AliShanawar #Alijee @TharProductionPak

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee | 2008

Kya Muhammad Ka Payra Nahi | Ali Shanawar & Ali jee Noha | @slowedreverbsonglover007

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Ali Shanawar Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2019 👑

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar Ali jee 2013 14

Indian reaction on Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Indian Girls React to koyalKiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Indian Reaction on NOHA | Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Reaction | Ali Shanawar & Ali Jee

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar Ali jee 2013 14

Reaction On : Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hu | Ali Shanwar | Ali Jee | Beat Blaster

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar u0026 Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar Ali jee 2013 14

Indian Reaction to Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14 | Raula Pao

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Ali Shanawar & Ali Jee || SS Azadari

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee | Muharram Status #shorts #short #muharram

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, AliShanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442

Indian Reacts To Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee

Ali Shanawar & Ali Jee - Yeh Mahe Muharram Hai (2009)

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, AliShanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

Kiya Muhammad saw Ka Pyara Nhi Hu| Ali Shanawar/Ali Jee| Status Video|#kiyamuhammadkapyaranahihun

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee 2023😭

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee | 2008

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali jee 2008

Disclaimer DMCA