Ya Rabbana Irhamlana | Numra Saleem | Heart Touching Naat 2020|| یاربناارحم لنا |
|
Naat recited by Numra Saleem
Social Media links: FACEBOOK: https://www.facebook.com/imnumrasaleem/ INSTAGRAM: https://www.instagram.com/imnumrasaleem/ TWITTER: https://twitter.com/imnumrasaleem Ya Rabbana Irhamalana Lyrics: Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Tere ghar ke phere lagata rahun main Tere ghar ke phere lagata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Haram me main hazir hua banke mujrim Haram me main hazir hua banke mujrim Ye labbaik nara lagata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Main leta rahun bosa-e-sang-e-aswad Main leta rahun bosa-e-sang-e-aswad Yun dil ki siyahi mitata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ilahi main phirta rahun gird-e-kaba Ilahi main phirta rahun gird-e-kaba Yun qismat ki gardish mitata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Lipat kar gale lag ke main multazam se Lipat kar gale lag ke main multazam se Gunahon ke dhabbe mitata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Main peeta rahun har gadi aab-e-zamzam Main peeta rahun har gadi aab-e-zamzam Lagi apne dil ki bujhata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Barasti hai baran-e-rahmat haram me Barasti hai baran-e-rahmat haram me To meezab-e-zar se nahata rahun main Sada shahr-e-makkah me aata rahun main Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana Ya rabbana irhamlana, Ya rabbana irhamlana |