Tera yaar hoon main lyrics | Arijit Singh | Rochak kohil, Kumar | kartik Aryan | RB Lyrics |
|
Tera yaar hoon main lyrics | Arijit Singh | Rochak kohil, Kumar | kartik Aryan | RB Lyrics
Tera Yaar Hoon Lyrics from Hindi Songs (2018) sung by Arijit Singh, Rochak Kohli. This song is composed by Rochak Kohli with lyrics penned by Kumaar Tera Yaar Hoon Main Lyrics Arijit Singh: Here’s Latest Hindi Song Tera Yaar Hoon Main from Sonu ke Titu ki Sweety movie starring Kartik Aaryan. Tera Yaar Hoon is a hindi friendship song sung by Arijit Singh while lyrics of tera yaar hoon by Kumaar. LYRICS Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhuta toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaun Aaja karein phir wohi shararate Tu bhaage main maar khaun Mitthi si woh gaali teri Sunne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon Sajna de rang rangayiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyaan ch nachda main phiran Hanjuaan ton bachda main phiran O jaate nahi kahin rishte purane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se Toota hai toh juda hai kyn Meri taraf tu muda hai kyu Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main #RBLyrics #Arijitsingh #Rochakkohil #Kumar #kartikaryan #RBlyricslover |