♫musicjinni

Dil Ko Tumse Pyar Hua - Cover by Nirdosh Sobti | Rehnaa Hai Terre Dil Mein | Valentines Day Special

video thumbnail
► Subscribe to Evergreen Bollywood Hits
http://goo.gl/wScU6c

♫ Song Name: Dil Ko Tumse Pyar Hua
♫ Movie: Rehnaa Hai Terre Dil Mein
♫ Music: Aadesh Shrivastava, Harris Jayaraj
♫ Lyrics: Sameer
♫ Language: Hindi
♫ Genre: Bollywood
♫ Label: Saregama
♫ Cast: R. Madhavan, Diya Mirza, Saif Ali Khan, Anupam Kher


Hit Like, Comment & Share.

Lyrics:
Dil ko tumse pyaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Main bhi aashiq yaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Chhayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karu
Chhayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karu
Dil ko tumse pyaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Main bhi aashiq yaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa

Oh kho gaya main khayalo mein
Ab nind bhi nahi aankhon mein
Karvate bas badalata hu
Ab jaagata hu main raato mein
Abb duri na sehani
Har lamha kehta hai
Naa jaane haal mera aisa kyu rehta hai
Main deewana tera ban gaya jaane jaana
Main fasaana tera ban gaya jaane jaana
Hasina gori gori
Churaya chori chori
Churaya dil chori
Chori chori chori chori
Dil ko tumse pyaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Main bhi aashiq yaar huwa
Pehli bar huwa, tumse pyaar huwa

Aarju hai mere sapno ki
Baitha rahu teri baaho mein
Sirf tu mujhe chahe
Ab itana asar ho meri aaho mein
Tu keh de haske to
Tod du main rasmo ko
Marke bhi na bhulu main teri kasmo ko
Main toh aaya hu yaha pe bas tere liye
Teraa tan man sab hai mere liye
Hai kya haseen nazaara
Sama hai pyaara pyaara
Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara
Main bhi aashiq yaar huwa
Pehli bar huwa tumse pyaar huwa
Chhaayee hai betaabi meri jaan
Kaho main kya karu
Chhayi hai betaabi meri jaan
Kaho main kya karu
Kya karu kya karu kya karu.

Don't forget to subscribe to get your daily Dose of Evergreen Bollywood Hits.

Dil Ko Tumse Pyar Hua - Cover by Nirdosh Sobti | Rehnaa Hai Terre Dil Mein | Valentines Day Special

Disclaimer DMCA