♫musicjinni

Urdu Ghazal || aap se milke hum kuch badal se gaye || Ziyad Hanif || Dil Ki Dunya || Sad Poetry

video thumbnail
Artist : Ziyad Hanif
Poet : Javeed Akhter
Mastering : TSD Records
Production : Dil Ki Dunya
All Rights Reserved to DIL KI DUNYA
Lyrics :
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
pehle mashhur thi apni sanjidgi
ab to jab dekhayeh muskurane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

humko logo se milne ka kab shaukh tha
mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
humko logo se milne ka kab shaukh tha
mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
aapke waaste humne ye bhi kiya
milne julne lage, aane jane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
aa gaye jab hum mein bhi tabdeliyan
humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
aa gaye jab hum mein bhi tabdeliyan
ik musawir se bhi ho gayi dosti
aur ghazale bhi sunne sunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

aapke bare mein puchh baitha koi
kya kahe humse kya badhawasi huyi
aapke bare mein puchh baitha koi
kya kahe humse kya badhawasi huyi
kehne wali jo thi baat wo na kahi
baat jo thi chhupani batane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

ishq beghar kare, ishq bedar kare
ishq ka sach hai koi thikana nahin
ishq beghar kare, ishq bedar kare
ishq ka sach hai koi thikana nahin
hum jo kal tak thikane ke the aadmi
aapse milke kaise thikane lage
pehle mashhur thi apni sanjidgi
ab to jab dekhayeh muskurane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
آپ سے مل کے ہم کچھ بدل سے گئے، شعر پڑھنے لگے گنگنانے لگے
پہلے مشہور تھی اپنی سنجیدگی، اب تو جب دیکھئے مسکرانے لگے

ہم کو لوگوں سے ملنے کا کب شوق تھا، محفل آرائی کا کب ہمیں ذوق تھا
آپ کے واسطے ہم نے یہ بھی کیا، ملنے جلنے لگے، آنے جانے لگے

ہم نے جب آپ کی دیکھیں دلچسپیاں، آگئیں چند ہم میں بھی تبدیلیاں
اک مصور سے بھی ہوگئی دوستی، اور غزلیں بھی سننے سنانے لگے

آپ کے بارے میں پوچھ بیٹھا کوئی، کیا کہیں ہم سے کیا بدحواسی ہوئی
کہنے والی جو تھی بات ہو نہ سکی، بات جو تھی چھپانی، بتانے لگے

عشق بے گھر کرے، عشق بے در کرے، عشق کا سچ ہے کوئی ٹھکانا نہیں
ہم جو کل تک ٹھکانے کے تھے آدمی، آپ سے مل کے کیسے ٹھکانے لگے​

__Warning__
Our broadcasts are prohibited from releasing videos of any unofficial and banned religious, political or military party. Legal action will be taken if identified.


__Copyright Notice__
All rights of the audio and video production is reserved for DIL KI DUNYA.
Hence, it's not permissible to reuploading without our permission. However, you may share this production on Social Media Platform.


__About Us__
DIL KI DUNYA working on Urdu Adab, Milli Naghma, Motivational Kalam, Short Movies and Peace sharing events. For any detail Dil Ki dunya contact us!.... sirajuddinsk19@gmail.com


Note:
If we have mistakenly uploaded any copyright material, please message us and we will take it down immediately.

dil ki dunya,dil ki dunya ghazals,ghaals,urdu ghazal,ghazals,new ghazal,sad ghazal,emotional ghazals,music free ghazal,ghazal video,relaxing music,relaxing ghazal,relaxing urdu ghazal,latest ghazal,ghazal urdu,relaxing new ghazal,relaxing ghazal 2023,#viral ghazal,viral video,relaxing music sleep,relaxing ghazals,ghazals in urdu,gojal,urdu gojal,hindi ghazal,poetry,aap se milke hum kuch badal se gaye,ziyad hanif,dil ki duniya,sad poetry
#viral #ghazal #dilkiduniya #shortsvideo #shortsfeed #song

Without Music Most famous Ghazal | hai kahan ka irada tumhara sanam | Anwar Muavia | Dil Ki Dunya

Without Music Sad Urdu Ghazal | JAB BHI CHAHAIN IK NAYI SURAT BANA LETAY HAIN LOOG | Dil Ki Duniya

Music Free Urdu Ghazal - Tumhe Khushboo Ki Manind - Ziyad Hanif - Dil Ki Dunya

Urdu Ghazal || aap se milke hum kuch badal se gaye || Ziyad Hanif || Dil Ki Dunya || Sad Poetry

Without Music Emotional Urdu Ghazal | Agar Mujh Ko Teri Mohabbat Na Hoti | Hafiz Hassan Anzar

Urdu Ghazal - wo dil kahan se laun - teri yaad bhula de - Ziyad Hanif - Dil Ki Duniya - Music Free

Without Music Relaxing Urdu Ghazal | Yaad Sataye tu kia karin - Hafiz Hassan Anzar - Dil Ki Duniya

Afsana e Muhabbat : Beautiful Urdu Ghazal | AR Huzaifi | Dil Ki Dunya | Music Free | Sad Poetry

Urdu Ghazal | Zindagi Be Wafa | Waqt Hai Aakhri Saans Hai Aakhri | Jalabeeb Qadri | Dil Ki Dunya

Heart Touching Beautiful Ghazal - Ishq ka Dawa - Aks e Roye Yaar - AR Huzaifi - Dil Ki Dunya

Most Emotional Track 2023 | Magar Pholoon Se Darta Hon | Ziyad Hanif | Dil Ki Dunya | Urdu Ghazal

Beautiful Urdu Ghazal - Nazar Jhuka e Uroos e Fitrat - Usman Shah - Dil ki Duniya - Gojal

Without Music Urdu Ghazal | Hale Dil | Dil Ki Duniya | Haal e Dil Bhi Suna K kia Hoga

Heart Toucing Beautiful Urdu Ghazal - Ya dewaney - Best of Sad Ghazals - AR Qasmi - Dil Ki Dunya

Heart Touching New Urdu Ghazal 2022 - Jurm e Wafa - Hisham Younus - Dil Ki Dunya - Nasheed Club

Best Of Jalabeeb Qadri Ghazals - By Dil Ki Dunya - Urdu Ghazals - without music

Sad Urdu Ghazal - Gulshan Main Chalo Bulbul Se Kaho - Hafiz Hassan Anzar - Dil Ki Dunya - Gojal

Emotional Track 2023 | urdu ghazal | Pyar ka Qissa | Story Of Love | Dil ki dunya | Sad Ghazals

New Sad Urdu Ghazal - Sitaro Tum To So Jao - Zubair Ahmad - Dil Ki Dunya - Music Free Sad songs

Urdu Ghazal || Manzilain Hain Muntazir || Usman Shah || Dil Ki Dunya || New track 2023 || اردو غزل

New Urdu Ghazal 2023| Judai | Hisham Younus | Dil KI Dunya | Lyrical Video | Official Track

urdu ghazal | Chalo Pathron se hi ab dil Lagain | Hassan Farooq | Dil Ki Dunya | relaxing ghazal

New Emotional Urdu Ghazal - Zakhm e Dil - Zaki Ahmed - Dil Ki Dunya - Sad Poetry - Beautiful Shayari

New Sad Track - Emotional Ghazal 2022 - Rafta Rafta Woh Meri Hasti Ka - M I Malik - Dil Ki Dunya

urdu ghazal - hawa bhi khushgawar hai - Hamza Awan - abhi tu main jawan hoon - Dil Ki Dunya

New Urdu Ghazal 2023 | Mujhe Gaye Chore Kar Jahan Se | Ziyad Hanif | Dil Ki Dunya | Nasheed Club

Heart Touching Ghazal 2022 - Zulmat Ke Khudao Khul Ke Kaho - Zaki Ahmad - Urdu Ghazal - Dil Ki Dunya

Heart Touching Emotional Nasheed - ab yaad na aao rehne do - AR Huzaifi - Dil Ki Dunya - Anasheed

Heart Touching Emotional Ghazal - Hayat Tere Naye Taqaze - Ghufran - Sad Urdu Ghazal - Dil ki Dunya

Emotional Ghazals - A Collection of Heartfelt Poems - Siskiyan Leti Hoi Ghamgeen Hawao Chup Raho

Disclaimer DMCA