Aashiq Banaya Aapne- Aapki Kashish (HD video & sound) with english sub |
|
From the movie: Aashiq Banaya Aapne (HD video & sound)
Song: Aapki Kashish with english subtitles Enjoy ;) Please rate **click on HD to make it clearer** Lyrics: (aapki kashish sarfarosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2) - 2 aapki kashish sarfarosh hai dooba rahoon sada tere khayalon mein uljha rahoon sada tere sawalon mein tere bina kahin ab na karaar hai jaanemann tujhpe to jaan bhi nisaar hai jaana yeh jaana yeh maine jaana tu mera tu mera deewana na meri khaata na mera dosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2 baariyan thaon ka jadoo jo chal gaya deewana main ho gaya dil machal gaya halka dhuan utha mausum badal gaya roshan hua sama parwaana jal gaya jaagi re jaagi re main soyi teri hi yaadon mein khoyi ab mera jahan teri agosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2 aapki kashish sarfarosh hai aapka nasha yuhn madhosh hai kya kahen tumse jaanejaan gum hua hosh hai - 2 |