Aye Mere Humsafar Ek Zara HD 1080p | ((( Qayamat Se Qayamat Tak 1988 ))) Aamir Khan, Juhi Chawla |
|
Song : Aye Mere Humsafar Ek
Movie : Qayamat se Qayamat Tak Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik Star Cast : Aamir Khan, Juhi Chawla Music Director : Anand Milind Lyrics : Majrooh Sultanpuri Music Label : T-Series Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki Ab hai judaai ka mausam Do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega ndhera Kyoon naa thamega toofan Ab hai judaai ka mausam Do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega andhera Kyoon naa thamega toofan Kaise naa milegi manzil pyaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de Rahi hain manzil pyaar ki Pyaar ne jahan pe rakha hai Jhoomke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta Vahin se giri hai deewaar Pyaar ne jahan pe rakha hai Jhoom ke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta Vahin se giri hai deewaar Roke kab ruki hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de Rahi hai manzil pyaar ki. #Aye+Mere+Humsafar+Ek+Zara+Intezaar |