♫musicjinni

खुदाया खैर HD - आए दिन बहार के - धर्मेन्द्र, आशा पारेख - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold

video thumbnail
Song:- Khudaya Khair
Singer(s):- Mohammed Rafi
Movie:- Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Music Director:- Laxmikant-Pyarelal
Lyricist:- Anand Bakshi

#GaaneSuneAnsune #Dharmendra #AshaParekh #MohammedRafi #AayeDinBahaarKe #OldSongs

Lyrics:-
Lyrics:-
Poolon Se Mukhde Wali
Nikli Hai Ek Matwali
Gulshan Ki Karne Sair
Khudaya Khair
Gulshan Ki Karne Sair
Khudaya Khair
Le Thaam Le Meri Baahen
Unchi Neechi Hai Raahen
Kahi Phisal Na Jaye Pair
Khudaya Khair
Gulshan Ki Karne Sair
Khudaya Khair
Kya Haal Nazaaron Ka Hoga
Kya Rang Bahaaron Ka Hoga
Yeh Husn Agar Muskaaya Toh
Yeh Husn Agar Muskaaya Toh
Kya Ishq Ke Maaro Ka Hoga
Matwale Nain Hai Aise
Talaab Mein Yaaron Jaise
Do Phool Rahe Ho Tair
Khudaya Khair
Gulshan Ki Karne Sair
Khudaya Khair
Har Ek Ada Mastani Hai
Yeh Apne Waqt Ki Rani Hai
Jo Pehli Baar Suni Maine
Jo Pehli Baar Suni Maine
Yeh Woh Rageen Kahaani Hai
Maujo Ki Tarah Chalti Hai
Shabnam Se Yeh Jalati Hai
Kaliyon Se Hai Bair
Khudaya Khair
Gulshan Ki Karne Sair
Khudaya Khair
Poolon Se Mukhde Wali
Nikli Hai Ek Matwali
Gulshan Ki Karne Sair
Khudaya Khair
Oo Kahi Phisal Na Jaye
Pair Khudaya Khair

Khudaya Khair | Mohammed Rafi | Aaye Din Bahar Ke 1966 Songs | Asha Parekh, Dharmendra

Khudaya Khair With Lyrics | Mohammed Rafi | Aaye Din Bahar Ke 1966 Songs | Asha Parekh, Dharmendra

खुदाया खैर HD - आए दिन बहार के - धर्मेन्द्र, आशा पारेख - मोहम्मद रफ़ी - Old Is Gold

मेरी बीवी माइके चली गयी HD - अकलमंद - जितेन्द्र - किशोर कुमार - Old Is Gold

Disclaimer DMCA