Monsoon Mashup (ACV Mashup) | Arijit Singh | Atif Aslam | Monsoon Trip |
|
Enjoy this Mashup by ACV ❤
Follow ACV : Instagram - https://www.instagram.com/acvlabs/ Spotify - https://cutt.ly/aYWW9Nb Visuals : @YoungVivii Original Credits : Songs : Atif Aslam - Pehli Dafa Shankar Mahadevan, Sadhana Sargam, Udit Narayan - Aao Na Shafqat Amanat Ali, Caralisa Monteiro, Shankar Mahadevan - Mitwa Atif Aslam - Hona Tha Pyar Lata Mangeshkar, AR Rahman - Luka Chuppi James Horner, Celine Dion - My Heart Will Go On Arijit Singh - Jaan Nisaar Lyrics : Dil kahe kahaaniyan pehli dafa Armaano mein rawaniyan pehli dafa Ho gaya begana main hosh se pehli dafa Pyaar ko pehchana ehsaas hai yeh naya Goonji si hai saari fiza Jaise bajti ho shehnaaiyaan Laheraati hai maheki hawa Gungunaati hai tanhaaiyaan Sab gaate hain sab hi madhosh hain Hum tum kyoon khaamosh hain Saaz-e-dil chhedo na, chup ho kyoon gaao na Aao na aao na, aao na aao na Mitwa, Mitwa Mere mann ye batade tu Kis or chala hai tu Kya paya nahi tu ne Kya dhoondh raha hai tu Hona tha pyar, huwa mere yaar Hona tha pyar, huwa mere yaar Luka chuppi bahut hui, saamne aa ja naa Kahan kahan dhoondha tujhe Thak gayi hai ab teri maa Aaja saanjh hui mujhe teri fikar Dhundhla gayi dekh meri nazar aa ja na Aaja saanjh hui mujhe teri fikar Dhundhla gayi dekh meri nazar aa ja na Kyun itna huaa hai tu khafa Hai zidd kis baat ki teri Ke maaregi zyada mujhe maut se Naraazagi teri Jaan ‘nisaar hai Jaan nisaar Tere pyaar pe mere yaar Jaan nisaar hai… mmm… Suna hai, suna hai Yeh rasm-e-wafa hai Jo dil pe nasha hai Woh pehli dafa hai Suna hai, suna hai Yeh rasm-e-wafa hai Jo dil pe nasha hai Woh pehli dafa hai All copyrights belong to Respective owners. No copyright infringement intended. For Promotional Use Only. #acvmashup #monsoonmashup #bollywoodmashup |