Teri Yaadon Mein (LYRICS) - KK, Shreya Ghoshal |
|
Movie/album: The Killer
Singers: Krishnakumar Kunnath (K.K), Shreya Ghoshal Song Lyricists: Jalees Sherwani Music Composer: Sajid Ali, Wajid Ali Music Director: Sajid Ali, Wajid Ali Music Label: T-Series Starring: Emraan Hashmi, Nisha Kothari, Irfan Khan Release on: 21st July, 2006 LYRICS Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan Teri yaadon mein khoya rehta hoon Mujhko dasti hai tanhaaiyan Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan Tu jo judaa ho gayi Teri sadaa kho gayi Dekh le phir zindagi Haa kya se kya ho gayi Jab se bichdi hoon Rab se kehti hoon Kitna suna hai tera jahaan Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan Kaise kate zindagi maayusi bebasi Raahen sabhi kho gayi Roshani de roshani Main toh rehti hoon teri raahon mein Bekhabar mujhko dhunde kahaan Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan Teri yaadon mein khoya rehta hoon Mujhko dasti hai tanhaaiyan |