♫musicjinni

⚠️Sare La Makan Se Talab | Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri Brothers (Lyrics & English Translation)

video thumbnail
Performed By: Ghulam Farid Sabri
Kalaam By: Hazrat Ambar Shah Warsi (RA)
Lyrics and Translations: Bhaijaan Yousufi
Raag: Khammaj

The main Urdu section of the qawwali is written by Hazrat Ambar Shah Warsi of the Warsiyah Sufi Order. Many people have to come to know them as ones who wear Saffron-colored robes. The Sufi chain has sprung from a well-known Sufi Saint, Hazrat Waris Ali Shah Sahib of Dewa from the late 1800s. Not to be confused by Warish Shah from the 1700s that wrote much illustrious Sufi poetry in Punjabi.

Anyways, mixed in with this qawwali is also the poetry of Hazrat Sheikh Saadi Shirazi. "Balagal Ula" is written by Saadi, while Ambar Shah has written "Sirre La Makaan" to explain Saadi's work. Both are intertwined. Both speak of the same subject matter and both are created in the same rhythm.

It is said that when Saadi was composing this naat, he wasn't able to write the final closing verse. While working on it, he dozed off. In his dream, Prophet Muhammad came with other Sahaba. Saadi was asked why he looked troubled. Saadi relayed the problem he was having with the 4th verse. Prophet Muhammad smiled and asked him to recite as much as he's completed so far. Saadi recited:

"Balaghal Ula, Ba Kamalihi
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
Hasonat Jamiyo Khisaalihi"

The Prophet then added the final verse:
"Sallu Alehi Wa Aalihi"

This is why this particular naat of Sheikh Saadi is revered by so many because Prophet Muhammad himself took part in composing part of it.

So I guess, Ghulam Farid Sabri, easily took his Sufi Master's work, and very easily was able to amalgamate with Saadi's written naat. What a beautiful mixture of words. In many ways, Urdu speakers wouldn't have still known the meaning of what Saadi was talking about. But Ambar Shah explained well and Ghulam Farid simply took it to the next level with the delivery.
--
Ae Khatame Rusul, Kaabae Maqsood Tui
Dar Surate Har, Che Hast Mojood Tui

Aayate Kamaale Haq, Ayaan Nast Bato
Aan Zaat Ke Dar Pardah, Nihaan Bood Tui
--
Suhaani Raat Thi Aur, Pur Sukoon Zamaana Tha
Asar Mein Dooba Hua, Jazbe Aashi-Qaana Tha

Unhein to Arsh Pe, Mehboob Ko Bulaana Tha
Hawas Thi Deed Ki, Meraaj Ka Bahana Tha
--
Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi
--
Yeh Kamale Husn, Ka Mojiza
Ke Firaaqe Haq Bhi, Na Seh Saka

Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi
--
Shabe Meraaj Liya, Arshe Bareen Par Bulwaae
Sadmae Hijr Khuda, Se Bhi Gawaara Na Huwa

Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi
--
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
Balaghal Ula, Ba Kamalihi

Sirre La Makaan, Se Talab Hui
Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Khairul Wara, Sadrud Duqa
Najmul Huda, Noorul Ulaa

Shamsud Duha, Badrud Duja
Yaani Muhammad Mustafa

Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Khairul Wara, Sadrud Duqa
Najmul Huda, Noorul Ulaa

Shamsud Duha, Badrud Duja
Yaani Muhammad Mustafa
--
Aaqa Rawa, Salaare Deen
Ya Rehmatallil Aalameen

Aan Muqtadae Mursaleen
Aan Peshwaae Ambiya

Jannat Nishane Quwe To
Wash Shams Eemaan Ruwe To

Wallail Wasfe Ruwe To
Khubi Ye Ruyat Wadduha

Isme to Isme Aazmi
Jisme to Jaane Aalami

Zaate to Fakhre Aadmi
Shaane to Shaane Kibriya

Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Jo Gaya Hei Farsh Se Arsh Tak
Woh Buraaq Le Gaya Be Dhadak

Tabaqe Zimeen, Waraqe Falaq
Gayee Neeche Paaon Se Pur Salak

Lattein Zulf Ki Jo Gayi Lattak
To Jahaan Sara Gaya Mahak

Hui Mast Bulbulein Iss Qadar
To Yeh Ghunche Bole Chatak Chatak

Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
--
Gae Ghar Se Chardh Ke Burraaq Par
Shabe Wasl Rukh Se Huwi Sahar

Yeh Safar Tha Khoob Se Khoobtar
Yeh Hi Tha Har Ek Ki Zabaan Par

Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki
Balaghal Ula, Ba Kamalihi
--
Yeh Hi Ibtida Yehi Intiha
Yeh Farogh Jalwae Haq Numa

Ke Jahaan Saara Chamak Utha
Kashafad Duja, Ba Jamalihi

Rukhe Mustafa, Ki Yeh Roshini
Yeh Tajalliyon, Ki Hama Hami

Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
--
Na Falak, Na Chaand Taare
Na Sahar, Na Raat Hoti

Na Tera Jamaal Hota
Na Yeh Kainaat Hoti

Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi
Kashafad Duja, Ba Jamalihi
--
Woh Sarapa Rehmate Kibriya
Ke Har Ek Pay Jis Ka Karam Huwa

Yeh Qurane Paak Hai Barmala
Hasonat Jamiyo Khisaalihi
--
Yeh Kamale Haqqe Muhammadi
Ke Har Ek Pe Chashme Karam Rahi

Sare Hashr Naaraae Ummati
Hasonat Jamiyo Khisaalihi
--
Wahi Haq Nigar Wahi Haq Numa
Rukhe Mustafa Hai Wo Aaina

Ke Khudae Paak Ne Khud Kaha
Sallu Alehi Wa Aalihi
--
Mera Deen Ambare Warsi
Ba Khuda Hai Ishqe Muhammadi

Mera Zikro Fikr Hai Bas Yahi
Sallu Alehi Wa Aalihi

Che Kunam Bayaane Kamaale Oo
Balaghal Ula, Ba Kamalihi

Che Farogh Karda Jamale Oo
Kashafad Duja, Ba Jamalihi

Mano Hairatam Ze Khisale Oo
Hasonat Jamiyo Khisaalihi

Dilo Jaane Maa Ba Khayale Oo
Sallu Aleyhiwa Aalihi

Ae Mazhare Noore Khuda
Balaghal Ula, Ba Kamalihi

Mola Ali Mushkil Kusha
Kashafad Duja, Ba Jamalihi

Hasnain Jaane Fatima
Hasonat Jamiyo Khisaalihi

Yaani Muhammad Mustafa
Sallu Alehi Wa Aalihi
--
Music: (0:00)
Intro: (0:17)
Suhaani Raat: (2:07)
Sirre La Makaan: (3:07)
Balaghal Ula: (5:47)

⚠️Sare La Makan Se Talab | Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri Brothers (Lyrics & English Translation)

Balaghal Ula Bi Kamaalihi | Miraj Kalam | Meraj Naat | Sare La Makan Se Talab Hui | Isra and Mi'raj

@ZAHIDHUSSAIN#youtube #youtubeshorts #ytshorts

Sare Lamaka Se Talab Hue #youtubeshort #shorts

Disclaimer DMCA