Gazab Ka Hai Ye Din Song Full Lyrics || Arijit Singh || Amall Malik || Sanam Re || |
|
Gazab Ka Hai Ye Din
______________________________________________________ Song Details: ๐๐๐๐๐ Song: Gazab Ka Hai Ye Din Album: Sanam Re Artist: Arijit Singh, Amall Malik Licensed to: T-series Music _______________________________________________________ Song Lyrics: ๐๐๐๐๐ Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zaraย [x2] Paani hoon paani main Haan behne do mujhe Jaisa hoon waisa hi Rehne do mujhe Duniya ki bandishon se Mera naata hai kahan Rukna theharna mujhko aata hai kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zaraย [x2] Neeli hai kyun zameen Neela hai kyun samaa Lagta hai ghaas par soya aasmaan Yeh mastiyan meri Manmaniyan meri Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zaraย [x2] Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zaraย [x2] _____________________________________________________________ Original Song Credit: ๐๐๐๐๐ https://youtu.be/xJmu_ud93GU ---------------------------------------------------------------------------------------------------- ๐ดSubscribe my YouTube channel:๐๐ป๐๐ป๐๐ป https://youtube.com/channel/UCmi7U9PP28pabYxacJdwmNQ ๐ขFollow Me On Instagram:๐๐ป๐๐ป๐๐ป https://www.instagram.com/gouravpoddar123 ๐ตTelegram Channel Link:๐๐ป๐๐ป๐๐ป https://t.me/darklyricsg _____________________________________________________________ โถ๏ธMPORTANT NOTICE: These All Things Are copyrighted. We Just Edited And Published To Audience For Entertainment Purpose Only. All Right to above Music Label & No Copyright Infringement intended. ____________________________________________________________________ Thanks for Watching ๐ โ Please Do Like๐, Comment๐ฌ, Share๐, Subscribe๐ด and hit the bell ๐ icon. |