♫musicjinni

Sham-E-Ghazal || Ik Lafze mohabbat ka || Urdu Poetry || Jigar Moradabadi

video thumbnail
Urdu Poetry by Jigar Moradabadi
Narration by Ranjana Kumar

Ik lafz-e-mohabbat kā adnā ye fasānā hai
simTe to dil-e-āshiq phaile to zamānā hai

Ye kis kā tasavvur hai ye kis kā fasānā hai
jo ashk hai āñkhoñ meñ tasbīh kā daanā hai

Ham ishq ke māroñ kā itnā hī fasānā hai
rone ko nahīñ koī hañsne ko zamānā hai

Kyā husn ne samjhā hai kyā ishq ne jaanā hai
ham ḳhāk-nashīnoñ kī Thokar meñ zamānā hai

Añkhoñ meñ namī sī hai chup chup se vo baiThe haiñ
nāzuk sī nigāhoñ meñ nāzuk sā fasānā hai

Aañsū to bahut se haiñ āñkhoñ meñ 'jigar' lekin
bañdh jaa.e so motī hai rah jaa.e so daanā hai
#Ranjanakumar#BestUrdughazal#JigarMoradabadi

Sham-E-Ghazal || Ik Lafze mohabbat ka || Urdu Poetry || Jigar Moradabadi

Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Duniya-e-mohabbat mein hamse || Shamim Jaipuri

Sad Urdu Poetry || Sham-e-Ghazal || Mere Gham ko Jo Apna Batate rahe || Waseem Barelvi

Sad Urdu Poetry || Sham-E-Ghazal || Ham mein hi thi na koi baat || Hafeez Jalandhari

Sham-E-Ghazal || Chupke Chupke Raat Din || Urdu Ghazal || Hasrat Mohani

Disclaimer DMCA