na tum bewafa ho, na hum bewafa hai -Lata Mangeshkar-Movie : EK KALI MUSKAYI (1968) |
|
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Madan Mohan Lyrics : Rajinder Krishan Movie : EK KALI MUSKAAYI-(1968) (copyrights belongs to their respective OWNERS and not me, please see the DECLARATION at the end of video…) na tum bewafa ho na ham bewafa hain na tum bewafa ho na ham bewafa hain magar kya karen apni raahen juda hain na tum bewafa ho na ham bewafa hain jahaan thhandi-thhandi hawa chal rahi hai jahaan thhandi-thhandi hawa chal rahi hai kisi ki muhabbat wahaan jal rahi hai zameen-aasmaan ham se donon khafa hain na tum bewafa ho na ham bewafa hain abhi kal talak jo muhabbat jawaan thi abhi kal talak jo muhabbat jawaan thi milan hi milan tha judaayi kahaan thi magar aaj donon hi be-aasra hain na tum bewafa ho na ham bewafa hain zamaana kahe meri raahon mein aaja zamaana kahe meri raahon mein aaja muhabbat kahe meri baanhon mein aaja wo samjhen na majbooriyaan apni kya hain na tum bewafa ho na ham bewafa hain *************************************************************** |