Sajni Pass bulao na lyrical |
|
Artist: Jal
Album: Boondh Released: 2007 Awards: Lux Style Award for Best Music Video Director, Lux Style Award for Song of the Year. Lyrics: Main teri aankhon main rehta hoon Tujhey pata na chalay Tere har pal main guzra hoon Tujhey pata na chalay Karain to phir kya karain Tere bin kaisay jiyain Aankhon main pyar liye Bolo kahan kahan phirain Khafa to hum bhi hain tum bhi ho Humain pata na chalay Judaai ka mujhey ghum bhi hai Koi aisi khatta na karay Karain to phir kya karain Tere bin kaisay jiyain Aankhon main pyar liye Bolo kahan kahan phirain Sajni paas bulao na, ke dil ajj toota hai aaj toota Sajan maan jao na, ke woh ajj rootha hai aaj rootha hai Koi usay manaye na Jaaney jaan Dil tujhey hi chahay na Wooaoo Humain dil sey bulao na Yehi ab kehna hai ab kehna hai Tum paas aao na Aao naa Sajni paas bulao na, Saajan maan jao na X3 Sajni paas bulao na, ke dil ajj toota hai aaj toota Sajan maan jao na, ke woh ajj rootha hai aaj rootha hai Woho woho ho, ho ho whoo Ho ho ho, whoa whoa X2 Sajni paas bulao na, Saajan maan jao na X2 If you enjoy this video please like my video and subscribe to get more videos like this. |