Tumhe Apna Banane Ki Kasam Khayi Hai |
|
Movie/album: Sadak
Singers: Anuradha Paudwal, Kumar Sanu Song Lyricists: Sameer Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod Tumhe apna banaane ki kasam -------------------------------------------------------- Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Teri aankhon mein chaahat hi nazar Aayi hai, aayi hai Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi Mohabbat kya hai main sab ko bata doongi Zamaane ko tere aage jhuka doongi Teri ulfat meri jaana voh rang Laayi hai, laayi hai Teri ulfat meri jaana voh rang Laayi hai, laayi hai Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Tere honton se main shabnam churaaoonga Tere honton se main shabnam churaaoonga Tere aanchal tale jeevan bitaaoonga Meri nas nas mein tu banke lahoon Samaayi hai, samaayi hai Meri nas nas mein tu banke lahoon Samaayi hai, samaayi hai Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai Teri aankhon mein chaahat hi nazar Aayi hai, aayi hai Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, khaayi hai. |