♫musicjinni

Jaana - (Lyrics) | Stebin Ben ft. Kamya Chaudhary | Jaani | Arvindr Khaira | Hunny Bunny

video thumbnail
Singer - Stebin Ben
Featuring - Kamya Chaudhary
Lyrics and Composer - Jaani
Music - Hunny Bunny
Director - Arvindr Khaira


Lyrics:
Tujhe Gale Se Lagana Hai
Baarish Mein
Aur Poora Bheeg Jaana Hai
Baarish Mein

Tujhe Chhu Ke Sharmana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana, Jaana
Jaana, Jaana

Oh Aashiq Thode Hote Hain
Jo Dar Ke Andar Hote Hain
Jo Saawan Ke Mahine Mein Bhi
Ghar Ke Andar Hote Hain

Tere Haathon Ka Khana Hai
Baarish Mein
Aur Poora Bheeg Jaana Hai
Baarish Mein

Tujhe Chhu Ke Sharmana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana, Jaana
Jaana, Jaana

Tu Mere Saamne Hai
Kya Nazara Hai
Kya Nazara Hai
Kya Nazara Hai


Tu Mere Saamne Hai
Kya Nazara Hai
Ye Paani Ki Boondon Ka
Khel Hai Sanam

Oh Tera Mera Milna
Koi Aam Baat Nahi
Yeh Raadha Aur Krishna Ka
Mel Hai Sanam

Oh Khwaab Mere Khayal Mere
Bahot Hote Hain
Jitne Paas Aankhon Ke
Honth Hote Hain

Tere Utne Paas Aana Hai
Baarish Mein
Jaani Ka Gana Gaana Hai
Baarish Mein

Tujhe Chhu Ke Sharmana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein

Jaana, Jaana
Jaana, Jaana

Oh Haaye Kisi Film Ka
Scene Lagega
Scene Lagega
Scene Lagega

Oh Haaye Kisi Film Ka
Scene Lagega
Ke Baadal Yun Garje Ke
Bhaag Aao Tum

Haaye Itni Jor Se
Chamki Bijliyan
Ke Dar Ke Maare Mere Gale
Lag Jaao Tum

Bahana Yun Banana Hai
Baarish Mein
Aur Khuda Ko Manana Hai
Baarish Mein

Chaand Niche Laana Hai
Baarish Mein
Aur Tere Saath Nahana Hai
Baarish Mein


Jaana, Jaana
Jaana, Jaana



#StebinBen #Jaani #ArvindrKhaira

Teri Yaadein - Stebin Ben & Jasmin Bhasin | Sunny Inder | Kumaar | Love Songs 2023

Ishq Ishq Karke - Mohsin Khan & Priyanka Khera | Stebin Ben | Kausar Jamot | Zee Music Originals

Jaana - (Lyrics) | Stebin Ben ft. Kamya Chaudhary | Jaani | Arvindr Khaira | Hunny Bunny

Rula Ke Gaya Ishq (LYRICS) Stebin Ben | Bhavin, Sameeksha, Vishal | Sunny Inder | New Sad Song 2022

Best Off Mashup | Neha Kakkar - Darshan Raval - Stebin Ben | Antee Visual Present

Baarish Ke Din : Ringtone | Stebin Ben Ringtone | New Love Song Ringtone 2022 | Hindi Songs 2022

O Yaara Dil Lagana - Stebin Ben | Sanak | Vidyut, Rukmini | Chirantan, Manoj | Nadeem-Shravan,Sameer

🥰 Tere Bina Kya Haal Hai Apna Kya Tumko Batlayein Re | Yaad Piya Ki Aane Lagi | Neha Kakkar

Afsana Khan : Kamaal Karte Ho | Paras Chhabra | Mahira Sharma | Goldboy | Abeer | Punjabi Song

Roi Na Je yaad Meri Aayi Ve | New Sad Songs Hindi 2023 | Hindi Sad Song | Sad Songs | New Sad Song

Hame yaad Karke tera bhul Jaana dil nahi samjha tera door Jaana..... new sad song❤️💘

First Class - Lyrical | Kalank | Varun D, Alia B, Kiara & Madhuri | Arijit S | Pritam| Amitabh

Main Zameen Tu Aasman | Main Daag Hoon Tu Chaand Sa | HAWA BANKE |Nirmaan

Meri Mohabbat Mein Kami Jo Nazar Aaye | Saaf Saaf Keh Dena Kasam Hai Tujhe Song | Jubin Nautiyal

Baarish Ban jaana (Official Video) payal Dev Stavin Ben / Hina Khan, Shaheer Sheikh / Kunaal Varma

Roi Na Je yaad Meri Aayi Ve | New Sad Songs Hindi 2020 | Hindi Sad Song | Sad Songs | New Sad Song

Hawa Banke

jinka liya (neha kakkar) B Prakar |Jaani | Full Video Song

Udte patango me holi wale rango me....

Disclaimer DMCA