Gazab Ka Hai Din | Full video in 1080P FULL HD- (Qayamat Se Qayamat Tak) | Amir Khan, Juhi Chawla |
|
Presenting the full video song "Gazab Ka Hai Din" now in 1080P Full HD resolution from the Bollywood movie 'Qayamat Se Qayamat Tak' featuring Aamir Khan & Juhi Chawla
Song: Gazab Ka Hai Din Movie: Qayamat Se Qayamat Tak Video Resolution: 1080P FULL Hd Artists: Amir Khan, Juhi Chawla and others Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan Lyrics: Gazab ka hai din socho zara Yeh deewanapan dekho zara Tum ho akele, hum bhi akele Maza aa raha hai kasam se, kasam se x (2) Dekh lo humko kareeb se Aaj hum milein hain naseeb se Ho dekh lo humko kareeb se Aaj hum milein hain naseeb se Yeh pal phir kahan Aur yeh manzil phir kahan Ho gazab ka hai din socho zara Yeh deewanapan dekho zara Tum ho akele, hum bhi akele Maza aa raha hai kasam se, kasam se Kya kahoon mera jo haal hai Raat din tumhara khayal hai Ho kya kahoon mera jo haal hai Raat din tumhara khayal hai Phir bhi jaan-e-jaan Main kahan aur tum kahan Gazab ka hai din socho zara Yeh deewanapan dekho zara Tum ho akele, hum bhi akele Maza aa raha hai kasam se, kasam se #gazabkahaidin #qayamatseqayamattak |