LYRICS: Rab Ka Shukrana - Mohit Chauhan | Pritam | Emraan Hashmi , Esha Gupta , Randeep H |Sanjay M |
|
Rab Ka Shukrana Lyrics from Jannat 2 starring Emraan Hashmi, Esha Gupta, Randeep Hooda: This song from Jannat 2 is sung by Mohit Chauhan, composed by Pritam while lyrics are written by Sanjay Masoom.
#RabKaShukrana #MohitChauhan #Pritam #EmraanHashmi #EshaGupta #SanjayMasoom #SuperhitMusic "RAB KA SHUKRANA" SONG INFO Singer: Mohit Chauhan Album: Jannat 2 Lyricist; Sanjay Mishra Music: Pritam Director: Kunal Deshmukh Cast: Emraan Hashmi, Esha Gupta Language: Hindi Music Label Sony Music India RAB KA SHUKRANA LYRICS Tu hai ab jo baahon mein, Qarar hai Rab Ka Shukrana Saanson mein hai nasha, Khumar hai Rab Ka Shukrana Tu hi ab mera deen hai, imaan hai Rab Ka Shukrana Mera kalma hai tu, Azaan hai Rab Ka Shukrana Rab Ka… …Shukrana Tu mila toh sab mila Ab kisi se kya gila Tujhme simtu, aa main bikhru Teri baahon mein…. Tu mila toh sab mila Ab kisi se kya gila… Tujhme simtu, aa main bikhru Teri baahon mein fanaa ho jaaun main Tu hi ab duniya meri, Jahaan hai Rab Ka Shukrana Khabon ki khayalon ki udaan hai Rab Ka Shukrana Tu hi ab mera deen hai, imaan hai Rab Ka Shukrana Mera kalma hai tu, Azaan hai Rab Ka Shukrana Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare Abb toh rehna hai tujhi mein Gumshuda hoon main Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare Abb toh rehna hai tujhi mein Gumshuda hoon main Ho teri baahon mein…. Jazbo ka toh naya bayaan hai Rab Ka Shukrana Naya rutba nayi shaan hai Rab Ka Shukrana Tu hi ab mera deen hai, imaan hai Rab Ka Shukrana Mera kalma hai tu, Azaan hai tu Rab Ka Shukrana Rab Ka… Rab Ka… Rab Ka… Shukrana |