Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar & Ali jee || The Sufi |
|
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Lyrics: This beautiful Noha is sung by Ali Shanawar & Ali Jee in his Melodious Voice, Video Published in 2008 by The Sufi
Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Lyrics: Ya Hussain x3 Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Mera nana Nabi, meri maa Sayada Mera baba Ali, mera bhai Hasan Hum hi hein Panjatan, Hum hi hein Panjatan Meri kya he khata, Meri kya he khata Meri kya he khata, Meri kya he khata mujh pay kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahi hun mujh pe kun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3 Kya Nabi ka nawasa nahin hun mujh pe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahi hun mujh pe kun band karte ho pani Kiya Muhammad ka pyara nahin hun Mere nana nay kalma sikhaya Aur quran tumko sunaya x2 Kya ma nana ka saaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahi hun Mujh pe kun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahi hun Mujh pe kun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahi hun Who madina jahan mera ghar hay Aur masjid mein us ghar ka dar he x2 Kya mein us ghar mein khella nahi hun x3 Kya nabi ka nawasa nahi hun Mujh pe kun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahi hun x2 https://youtu.be/tvnAz7WT7r8 https://youtu.be/8-D7B3uUhmo |