♫musicjinni

Na Tera Khuda koi Or He By Najam Sheraz | Covered by Israr Ahmed Khan

video thumbnail
Baldia Productions Presents the Hamd “Na Tera Khuda Koi Aur Hai“ recited by Najam Sheraz, written by Babar R. Chaudhry, and covered By Israr Ahmed khan

The lyrics of the Hamd send a universal message that is both motivational and inspirational for people all across the world.

Babar Chaudhry has beautifully expressed his feelings through mesmerizing words and poetry that reveal the greatness of Allah (SWT).

It deeply touches the soul and humbles a person as they realize their self-worth in comparison to the supreme power of Allah (SWT).


Copyright of the audio held by Arrahman Arraheem Network,

#ArrahmanArraheemNetwork #baldia #hamd #najamsheraz #israrahmedkhan

Lyrics of Hamd:

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hai


Kyon naheen dekhta is jahan main her shay la mehdood hai
Jub uthi nigha tu jhuk gayee yeh mamla kuch aur hai
Allah
Allah
Allah


Yeh pahar darakht aur qainat sub jhukay howay hain sajood main
Na tu ban saka na bana saka woh
na phir bhi tujh say juda hua
Yeh sub ussi k hain faislay
tu jan kar bhi anjan hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain

Kyon shirk main hai tu phasa howa
Kyon noor say tu dur hai.
Kyon ghoomta hai yahan wahan naheen ila koi aur hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hain

Jisay dhonta hai yahan wahan dil main tere majood hai


ALLAH ALLAH ALLAH

Jisay dhonta hai yahan wahan
dil main tere maujood hai
Jisay mil gaya aik bar woh
usi dil main asar-e-sujood hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hai

Jo parha diya insaan ko Rehman hai Raheem hai

Allah ALLAH ALLAH
Jo parha diya insaan ko Rehman hai Raheem hai

Jub pass thee tu kitab thee parha diya tu Quran hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hai

Phir ibadatoon k hain silsilay
phir qurbatoon k dour hai


ALLAH ALLAH ALLAH
Jo na jhuk saka woh na pa saka
yehi silsila her dour hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai

Tu kyon poojta hai insaan ko Allah he tu mabood hai

ALLAH ALLAH ALLAH

Phir kyon hai tu gharoor main jo
na jhuk saka woh firoun hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hai

Ek bar phir tu sochlay
Ek bar phir tu sochlay
WOhi rab-e-arshe kareem hai

ALLAH ALLAH ALLAH
Ek bar phir tu sochlay
WOhi rab-e-arshe kareem hai

JO na juhk saka woh mit gaya
yehi silsila her dour hai

Na tera khuda koi aur hai
Na mera khuda koi aur hai
Yeh jo rastay hain juda juda
Yeh mamla koi aur hai

Ya rab mujhay tu bakhsh day
Ya rab mujhay tu bakhsh day

Ya rab mujhay tu bakhsh day
Banda tu gunahgar hai
Is aass per para hoon main sajday mian rab-e-kareem kay
Jo main gir gaya tha mukam say tu tu rab-e-ali mukam hai

ALLAH ALLAH ALLAH

ALLAH hum per raham ferma
Rabana wagfir lana
ALLAH hum per raham ferma

Video Recorded By SMJ & Usama Jutt
Lights and Direction By Malik Ayaz Awan
Location By Zar Gul Lawn

Na Tera Khuda koi Or He By Najam Sheraz | Covered by Israr Ahmed Khan

Disclaimer DMCA