Ay Rab e Jahan Panjetan as | Dua 2021 HD |
|
Exclusive Kalam Ay Rab e Jahan Panjetan e Pak as Ka sadqa
Reciter Syed Zain Zaidi Poet Shaheed Mohsin Naqvi Audio Al baqei Studio (Tirmah Zaidi) Video & Edit Creativity Shop Label Al Baqei Production Subscribe official youtube channel www.youtube.com/AlBaqeiproduction Thanks/Regards Al Baqei Production 0092 346 2686973 #Dua #ZainZaidi #AlbaqeiProduction Shaheed Mohsin naqvi Zameer akhtar naqvi dua2021 dua2020 dua2019 isteghasa 2021 dua ay mere moula new urdu dua mohsin naqvi poetry mohsin naqvi shairy mohsin naqvi kalam mohsin naqvi munajaat ay meri bibi tere day pay isteghasa hai ya mere mola karam ho karam mere moula karam ho karam moula mera vi gher howay Ay Rabbe jahan punjtan e paak ka sadqa Iss qoum ka daman gham e shabir say bhar day. Bachoon ko aata ker Ali Asghar ka tabassum Burhoon ko Habib Ibn e Mazahir ki nazar day. Kamsin ko milay walwalaye auno Muhammad Har eik jawan ko Ali Akbar ka jigar day. Maoon ko sikha saniy e Zahra ka saliqa Behnoon ko Sakina ki dua’oon ka asar day. Maula tujhay Zainab ki asiri ki qasam hai Bay jurm asiroon ko rahai ki khabar day. Jo chadar e Zainab ki azadar hain mola Mehfooz rahein aisi khawateen kay parday. Jo deen kay kam aayein woh aulad aata ker Jo majlisay Shabir ki khatir ho woh ghar day. Muflis pay zaro lal jawahir ki ho barish Maqrooz ka har karz ada ghaib say ker day. Gham koi na day humko siwa e gham e Shabir Shabir ka gham bant raha hai to idhar dey. Aey Rab e jahan panjtan e pak ka sadqa Is kom ka daman gham e shabir say bhar day. #Dua #punjetan @AlBaqeiProduction |