HAMARI ADHURI KAHANI TITLE SONG (LYRICS) - ARIJIT SINGH | JEET GANNGULI | EMRAAN HASHMI, VIDYA BALAN |
|
Song: Hamari Adhuri Kahani
Movie: Hamari Adhuri Kahani Singer: Arijit Singh Lyrics: Rashmi Singh Music: Jeet Gannguli Label: Sony Music India Cast : Vidya Balan, Rajkummar Rao & Emraan Hashmi VIDEO EDITED BY: ARINDAM SARKAR (PDX) *************************************** #HamariAdhuriKahaniTitleTrack #ArijitSingh #JeetGannguli #HamariAdhuriKahaniSong #HamariAdhuriKahaniLyrics #HamariAdhuriKahaniFullSong *************************************** Hamari Adhuri Kahani LYRICS : 👇👇👇 Paas aaye… Dooriyaan phir bhi kam na hui Ek adhuri si hamari kahani rahi Aasmaan ko zameen ye zaroori nahi Jaan le.. jaan le.. Ishq saccha wahi Jisko milti nahi Manzilein manzilein.. Rang thhe noor tha Jab kareeb tu tha Ek jannat sa tha Ye jahaan… Waqt ke ret pe Kuch mere naam sa Likh ke chhod gaya Tu kahaan.. Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani..(2x) Khushbuon se teri Yunhi takra gaye Chalte chalte Dekho na hum kahaan aa gaye Jannatein agar yahin Tu dikhe kyun nahin Chaand sooraj sabhi, hai yahaan Intezar tera, sadiyon se kar raha Pyasi baithi hai kab, se yahaan Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani.. (2x) Pyaas ka ye safar khatam ho jayega Kuch adhura sa jo tha pura ho jayega Jhuk gaya aasmaan Mil gaye do jahaan Har taraf hai milan ka sama Doliya hain saji Khushbuein har kahin Padhne aaya Khuda khud yahaan Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani... X(2) |